Kya Kaha Phir To Kaho Dil Ki KHabar Kuchh Bhi Nahin, Urdu Ghazal By Mohammad Ali Tishna

Kya Kaha Phir To Kaho Dil Ki KHabar Kuchh Bhi Nahin is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Mohammad Ali Tishna. Kya Kaha Phir To Kaho Dil Ki KHabar Kuchh Bhi Nahin comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Kya Kaha Phir To Kaho Dil Ki KHabar Kuchh Bhi Nahin on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

کیا کہا پھر تو کہو دل کی خبر کچھ بھی نہیں

محمد علی تشنہ

کیا کہا پھر تو کہو دل کی خبر کچھ بھی نہیں

پھر یہ کیا ہے خم گیسو میں اگر کچھ بھی نہیں

آنکھ پڑتی ہے کہیں پاؤں کہیں پڑتا ہے

سب کی ہے تم کو خبر اپنی خبر کچھ بھی نہیں

شمع ہے گل بھی ہے بلبل بھی ہے پروانہ بھی

رات کی رات یہ سب کچھ ہے سحر کچھ بھی نہیں

حشر کی دھوم ہے سب کہتے ہیں یوں ہے یوں ہے

فتنہ ہے اک تری ٹھوکر کا مگر کچھ بھی نہیں

نیستی کی ہے مجھے کوچۂ ہستی میں تلاش

سیر کرتا ہوں ادھر کی کہ جدھر کچھ بھی نہیں

شمع مغرور نہ ہو بزم فروزی پہ بہت

رات بھر کی یہ تجلی ہے سحر کچھ بھی نہیں

ایک آنسو بھی اثر جب نہ کرے اے تشنہؔ

فائدہ رونے سے اے دیدۂ تر کچھ بھی نہیں

محمد علی تشنہ

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Kya Kaha Phir To Kaho Dil Ki KHabar Kuchh Bhi Nahin

Mohammad Ali Tishna

kya kaha phir to kaho dil ki KHabar kuchh bhi nahin
phir ye kya hai KHam-e-gesu mein agar kuchh bhi nahin

aankh paDti hai kahin panw kahin paDta hai
sab ki hai tum ko KHabar apni KHabar kuchh bhi nahin

shama hai gul bhi hai bulbul bhi hai parwana bhi
raat ki raat ye sab kuchh hai sahar kuchh bhi nahin

hashr ki dhum hai sab kahte hain yun hai yun hai
fitna hai ek teri Thokar ka magar kuchh bhi nahin

nisti ki hai mujhe kucha-e-hasti mein talash
sair karta hun udhar ki ki jidhar kuchh bhi nahin

shama maghrur na ho bazm-farozi pe bahut
raat-bhar ki ye tajalli hai sahar kuchh bhi nahin

ek aansu bhi asar jab na kare ai 'tishna'
faeda rone se ai dida-e-tar kuchh bhi nahin

(769) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Kya Kaha Phir To Kaho Dil Ki KHabar Kuchh Bhi Nahin written by Mohammad Ali Tishna at UrduPoint. Kya Kaha Phir To Kaho Dil Ki KHabar Kuchh Bhi Nahin is one of the masterpieces written by Mohammad Ali Tishna. You can also find the complete poetry collection of Mohammad Ali Tishna by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Mohammad Ali Tishna' above.

Kya Kaha Phir To Kaho Dil Ki KHabar Kuchh Bhi Nahin is a widely read Urdu Ghazal. If you like Kya Kaha Phir To Kaho Dil Ki KHabar Kuchh Bhi Nahin, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.