Aaya Hai Ek ShaKHs Ajab Aan-ban Ka, Urdu Ghazal By Mohammad Alvi

Aaya Hai Ek ShaKHs Ajab Aan-ban Ka is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Mohammad Alvi. Aaya Hai Ek ShaKHs Ajab Aan-ban Ka comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Aaya Hai Ek ShaKHs Ajab Aan-ban Ka on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

آیا ہے ایک شخص عجب آن بان کا

محمد علوی

آیا ہے ایک شخص عجب آن بان کا

نقشہ بدل گیا ہے پرانے مکان کا

تارے سے ٹوٹتے ہیں ابھی تک ادھر ادھر

باقی ہے کچھ نشہ ابھی کل کی اڑان کا

کالک سی جم رہی ہے چمکتی زمین پر

سورج سے جل اٹھا ہے ورق آسمان کا

دریا میں دور دور تلک کشتیاں نہ تھیں

خطرہ نہ تھا ہوا کو کسی بادبان کا

دونوں کے دل میں خوف تھا میدان جنگ میں

دونوں کا خوف فاصلہ تھا درمیان کا

علویؔ کواڑ کھول کے دیکھا تو کچھ نہ تھا

وہ تو قصور تھا مرے وہم و گمان کا

محمد علوی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Aaya Hai Ek ShaKHs Ajab Aan-ban Ka

Mohammad Alvi

aaya hai ek shaKHs ajab aan-ban ka
naqsha badal gaya hai purane makan ka

tare se TuTte hain abhi tak idhar-udhar
baqi hai kuchh nasha abhi kal ki uDan ka

kalak si jam rahi hai chamakti zamin par
suraj se jal uTha hai waraq aasman ka

dariya mein dur dur talak kashtiyan na thin
KHatra na tha hawa ko kisi baadban ka

donon ke dil mein KHauf tha maidan-e-jang mein
donon ka KHauf fasla tha darmiyan ka

'alwi' kiwaD khol ke dekha to kuchh na tha
wo to qusur tha mere wahm-o-guman ka

(413) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Aaya Hai Ek ShaKHs Ajab Aan-ban Ka written by Mohammad Alvi at UrduPoint. Aaya Hai Ek ShaKHs Ajab Aan-ban Ka is one of the masterpieces written by Mohammad Alvi. You can also find the complete poetry collection of Mohammad Alvi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Mohammad Alvi' above.

Aaya Hai Ek ShaKHs Ajab Aan-ban Ka is a widely read Urdu Ghazal. If you like Aaya Hai Ek ShaKHs Ajab Aan-ban Ka, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.