Achanak Teri Yaad Ka Silsila, Urdu Ghazal By Mohammad Alvi

Achanak Teri Yaad Ka Silsila is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Mohammad Alvi. Achanak Teri Yaad Ka Silsila comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Achanak Teri Yaad Ka Silsila on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اچانک تری یاد کا سلسلہ (ردیف .. ا)

محمد علوی

اچانک تری یاد کا سلسلہ

اندھیرے کی دیوار بن کے گرا

ابھی کوئی سایہ نکل آئے گا

ذرا جسم کو روشنی تو دکھا

پڑا تھا درختوں تلے ٹوٹ کر

چمکتی ہوئی دھوپ کا آئنا

کوئی اپنے گھر سے نکلتا نہیں

عجب حال ہے آج کل شہر کا

میں اس کے بدن کی مقدس کتاب

نہایت عقیدت سے پڑھتا رہا

یہ کیا آپ پھر شعر کہنے لگے

ارے یار علویؔ یہ پھر کیا ہوا

محمد علوی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Achanak Teri Yaad Ka Silsila

Mohammad Alvi

achanak teri yaad ka silsila
andhere ki diwar ban ke gira

abhi koi saya nikal aaega
zara jism ko raushni to dikha

paDa tha daraKHton tale TuT kar
chamakti hui dhup ka aaina

koi apne ghar se nikalta nahin
ajab haal hai aaj kal shahr ka

main us ke badan ki muqaddas kitab
nihayat aqidat se paDhta raha

ye kya aap phir sher kahne lage
are yar 'alwi' ye phir kya hua

(523) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Achanak Teri Yaad Ka Silsila written by Mohammad Alvi at UrduPoint. Achanak Teri Yaad Ka Silsila is one of the masterpieces written by Mohammad Alvi. You can also find the complete poetry collection of Mohammad Alvi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Mohammad Alvi' above.

Achanak Teri Yaad Ka Silsila is a widely read Urdu Ghazal. If you like Achanak Teri Yaad Ka Silsila, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.