Ghar Se Bahar Kis Bala Ka Shor Tha, Urdu Ghazal By Mohammad Alvi

Ghar Se Bahar Kis Bala Ka Shor Tha is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Mohammad Alvi. Ghar Se Bahar Kis Bala Ka Shor Tha comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Ghar Se Bahar Kis Bala Ka Shor Tha on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

گھر سے باہر کس بلا کا شور تھا

محمد علوی

گھر سے باہر کس بلا کا شور تھا

میرے گھر میں جیسے میں خود چور تھا

میں نے دل میں جھانک کر دیکھا اسے

پھر اسی کا عکس چاروں اور تھا

پہلے ناچا اور پھر رونے لگا

میرا دل بھی جیسے کوئی مور تھا

گھر کے اندر خاک کھانے کو نہ تھی

سرحدوں پر دشمنوں کا زور تھا

میں نے کل رستے میں دیکھا تھا اسے

مجھ کو کیا معلوم تھا وہ چور تھا

رات بھر علویؔ کو میں پڑھتا رہا

یار وہ شاعر تو سچ مچ بور تھا

محمد علوی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ghar Se Bahar Kis Bala Ka Shor Tha

Mohammad Alvi

ghar se bahar kis bala ka shor tha
mere ghar mein jaise main KHud chor tha

main ne dil mein jhank kar dekha use
phir usi ka aks chaaron or tha

pahle nacha aur phir rone laga
mera dil bhi jaise koi mor tha

ghar ke andar KHak khane ko na thi
sarhadon par dushmanon ka zor tha

main ne kal raste mein dekha tha use
mujh ko kya malum tha wo chor tha

raat bhar 'alwi' ko main paDhta raha
yar wo shaer to sach-much bor tha

(495) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Ghar Se Bahar Kis Bala Ka Shor Tha written by Mohammad Alvi at UrduPoint. Ghar Se Bahar Kis Bala Ka Shor Tha is one of the masterpieces written by Mohammad Alvi. You can also find the complete poetry collection of Mohammad Alvi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Mohammad Alvi' above.

Ghar Se Bahar Kis Bala Ka Shor Tha is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ghar Se Bahar Kis Bala Ka Shor Tha, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.