Is Shahr Mein Kahin Pe Hamara Makan Bhi Ho, Urdu Ghazal By Mohammad Alvi

Is Shahr Mein Kahin Pe Hamara Makan Bhi Ho is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Mohammad Alvi. Is Shahr Mein Kahin Pe Hamara Makan Bhi Ho comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Is Shahr Mein Kahin Pe Hamara Makan Bhi Ho on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اس شہر میں کہیں پہ ہمارا مکاں بھی ہو

محمد علوی

اس شہر میں کہیں پہ ہمارا مکاں بھی ہو

بازار ہے تو ہم پہ کبھی مہرباں بھی ہو

جاگیں تو آس پاس کنارا دکھائی دے

دریا ہو پر سکون کھلا بادباں بھی ہو

اک دوست ایسا ہو کہ مری بات بات کو

سچ مانتا ہو اور ذرا بد گماں بھی ہو

رستے میں ایک پیڑ ہو تنہا کھڑا ہوا

اور اس کی ایک شاخ پہ اک آشیاں بھی ہو

اس سے ملے زمانہ ہوا لیکن آج بھی

دل سے دعا نکلتی ہے خوش ہو جہاں بھی ہو

ہم اس جگہ چلے ہیں جہاں یہ زمیں نہیں

اچھا ہو گر وہاں پہ نیا آسماں بھی ہو

محمد علوی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Is Shahr Mein Kahin Pe Hamara Makan Bhi Ho

Mohammad Alvi

is shahr mein kahin pe hamara makan bhi ho
bazar hai to hum pe kabhi mehrban bhi ho

jagen to aas-pas kinara dikhai de
dariya ho pur-sukun khula baadban bhi ho

ek dost aisa ho ki meri baat baat ko
sach manta ho aur zara bad-guman bhi ho

raste mein ek peD ho tanha khaDa hua
aur us ki ek shaKH pe ek aashiyan bhi ho

us se mile zamana hua lekin aaj bhi
dil se dua nikalti hai KHush ho jahan bhi ho

hum us jagah chale hain jahan ye zamin nahin
achchha ho gar wahan pe naya aasman bhi ho

(439) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Is Shahr Mein Kahin Pe Hamara Makan Bhi Ho written by Mohammad Alvi at UrduPoint. Is Shahr Mein Kahin Pe Hamara Makan Bhi Ho is one of the masterpieces written by Mohammad Alvi. You can also find the complete poetry collection of Mohammad Alvi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Mohammad Alvi' above.

Is Shahr Mein Kahin Pe Hamara Makan Bhi Ho is a widely read Urdu Ghazal. If you like Is Shahr Mein Kahin Pe Hamara Makan Bhi Ho, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.