Safar Mein Sochte Rahte Hain Chhanw Aae Kahin, Urdu Ghazal By Mohammad Alvi

Safar Mein Sochte Rahte Hain Chhanw Aae Kahin is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Mohammad Alvi. Safar Mein Sochte Rahte Hain Chhanw Aae Kahin comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Safar Mein Sochte Rahte Hain Chhanw Aae Kahin on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

سفر میں سوچتے رہتے ہیں چھاؤں آئے کہیں

محمد علوی

سفر میں سوچتے رہتے ہیں چھاؤں آئے کہیں

یہ دھوپ سارا سمندر ہی پی نہ جائے کہیں

میں خود کو مرتے ہوئے دیکھ کر بہت خوش ہوں

یہ ڈر بھی ہے کہ مری آنکھ کھل نہ جائے کہیں

ہوا کا شور ہے بادل ہیں اور کچھ بھی نہیں

جہاز ٹوٹ ہی جائے زمیں دکھائے کہیں

چلا تو ہوں مگر اس بار بھی یہ دھڑکا ہے

یہ راستہ بھی مجھے پھر یہیں نہ لائے کہیں

خموش رہنا تمہارا برا نہ تھا علویؔ

بھلا دیا تمہیں سب نے نہ یاد آئے کہیں

محمد علوی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Safar Mein Sochte Rahte Hain Chhanw Aae Kahin

Mohammad Alvi

safar mein sochte rahte hain chhanw aae kahin
ye dhup sara samundar hi pi na jae kahin

main KHud ko marte hue dekh kar bahut KHush hun
ye Dar bhi hai ki meri aankh khul na jae kahin

hawa ka shor hai baadal hain aur kuchh bhi nahin
jahaz TuT hi jae zamin dikhae kahin

chala to hun magar is bar bhi ye dhaDka hai
ye rasta bhi mujhe phir yahin na lae kahin

KHamosh rahna tumhaara bura na tha 'alwi'
bhula diya tumhein sab ne na yaad aae kahin

(469) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Safar Mein Sochte Rahte Hain Chhanw Aae Kahin written by Mohammad Alvi at UrduPoint. Safar Mein Sochte Rahte Hain Chhanw Aae Kahin is one of the masterpieces written by Mohammad Alvi. You can also find the complete poetry collection of Mohammad Alvi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Mohammad Alvi' above.

Safar Mein Sochte Rahte Hain Chhanw Aae Kahin is a widely read Urdu Ghazal. If you like Safar Mein Sochte Rahte Hain Chhanw Aae Kahin, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.