Shor Sahil Ka Samundar Mein Na Tha, Urdu Ghazal By Mohammad Alvi

Shor Sahil Ka Samundar Mein Na Tha is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Mohammad Alvi. Shor Sahil Ka Samundar Mein Na Tha comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Shor Sahil Ka Samundar Mein Na Tha on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

شور ساحل کا سمندر میں نہ تھا

محمد علوی

شور ساحل کا سمندر میں نہ تھا

میں نے دیکھا مرے اندر میں نہ تھا

میرے دشمن سب مرے ہمراہ تھے

ایک بھی دشمن کے لشکر میں نہ تھا

میں یونہی ایک ایک گھر جھانکا کیا

وہ تو میرے ساتھ تھا گھر میں نہ تھا

اس کی صورت ہی میں یہ تاثیر تھی

پیار کا سودا مرے سر میں نہ تھا

اپنے ہاتھوں مر گیا ہوتا مگر

یہ مزا میرے مقدر میں نہ تھا

محمد علوی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Shor Sahil Ka Samundar Mein Na Tha

Mohammad Alvi

shor sahil ka samundar mein na tha
main ne dekha mere andar mein na tha

mere dushman sab mere ham-rah the
ek bhi dushman ke lashkar mein na tha

main yunhi ek ek ghar jhanka kiya
wo to mere sath tha ghar mein na tha

us ki surat hi mein ye tasir thi
pyar ka sauda mere sar mein na tha

apne hathon mar gaya hota magar
ye maza mere muqaddar mein na tha

(550) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Shor Sahil Ka Samundar Mein Na Tha written by Mohammad Alvi at UrduPoint. Shor Sahil Ka Samundar Mein Na Tha is one of the masterpieces written by Mohammad Alvi. You can also find the complete poetry collection of Mohammad Alvi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Mohammad Alvi' above.

Shor Sahil Ka Samundar Mein Na Tha is a widely read Urdu Ghazal. If you like Shor Sahil Ka Samundar Mein Na Tha, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.