Kabhi Bhule-bisre Jo Main Kahin Kisi Mai-kade Mein Chala Gaya, Urdu Ghazal By Mohammad Amir Azam Quraishi

Kabhi Bhule-bisre Jo Main Kahin Kisi Mai-kade Mein Chala Gaya is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Mohammad Amir Azam Quraishi. Kabhi Bhule-bisre Jo Main Kahin Kisi Mai-kade Mein Chala Gaya comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Kabhi Bhule-bisre Jo Main Kahin Kisi Mai-kade Mein Chala Gaya on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

کبھی بھولے بسرے جو میں کہیں کسی مے کدہ میں چلا گیا

محمد امیر اعظم قریشی

کبھی بھولے بسرے جو میں کہیں کسی مے کدہ میں چلا گیا

مرے نام آیا ہے جام اگر نہ لیا گیا نہ پیا گیا

گیا بزم حسن و جمال میں جو میں شوق عرض طلب لیے

مرے ذہن و دل کا وہ حال تھا کہ زباں سے کچھ نہ کہا گیا

مرے نامہ بر نے جو خط دیا مجھے لا کے جان بہار کا

ہوئی ذہن و دل کی وہ کیفیت نہ پڑھا گیا نہ سنا گیا

بہ ہزار کوشش و جستجو مرا زخم دل نہ ہوا رفو

لگے لاکھ مرہم رنگ و بو نہ بھرا گیا نہ سیا گیا

تری بے رخی نے دیا وہ غم جو کسی طرح بھی ہوا نہ کم

مجھے گھن کی طرح لگا رہا مری زندگانی کو کھا گیا

وہ تجسس اپنا بھی خوب تھا کہ تلاش حق تھی جگہ جگہ

مگر اپنے دل پہ پڑی نظر تو میں ایک لمحہ میں پا گیا

ہے امیرؔ دل میں وہی چمک جو پڑی تھی نور کی اک جھلک

وہی ایک پرتو حسن تو مری زندگی کو سجا گیا

محمد امیر اعظم قریشی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Kabhi Bhule-bisre Jo Main Kahin Kisi Mai-kade Mein Chala Gaya

Mohammad Amir Azam Quraishi

kabhi bhule-bisre jo main kahin kisi mai-kade mein chala gaya
mere nam aaya hai jam agar na liya gaya na piya gaya

gaya bazm-e-husn-o-jamal mein jo main shauq-e-arz-e-talab liye
mere zehn-o-dil ka wo haal tha ki zaban se kuchh na kaha gaya

mere nama-bar ne jo KHat diya mujhe la ke jaan-e-bahaar ka
hui zehn-o-dil ki wo kaifiyat na paDha gaya na suna gaya

ba-hazar koshish-o-justuju mera zaKHm-e-dil na hua rafu
lage lakh marham-e-rang-o-bu na bhara gaya na siya gaya

teri be-ruKHi ne diya wo gham jo kisi tarah bhi hua na kam
mujhe ghun ki tarah laga raha meri zindagani ko kha gaya

wo tajassus apna bhi KHub tha ki talash-e-haq thi jagah jagah
magar apne dil pe paDi nazar to main ek lamhe mein pa gaya

hai 'amir' dil mein wahi chamak jo paDi thi nur ki ek jhalak
wahi ek partaw-e-husn to meri zindagi ko saja gaya

(471) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Kabhi Bhule-bisre Jo Main Kahin Kisi Mai-kade Mein Chala Gaya written by Mohammad Amir Azam Quraishi at UrduPoint. Kabhi Bhule-bisre Jo Main Kahin Kisi Mai-kade Mein Chala Gaya is one of the masterpieces written by Mohammad Amir Azam Quraishi. You can also find the complete poetry collection of Mohammad Amir Azam Quraishi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Mohammad Amir Azam Quraishi' above.

Kabhi Bhule-bisre Jo Main Kahin Kisi Mai-kade Mein Chala Gaya is a widely read Urdu Ghazal. If you like Kabhi Bhule-bisre Jo Main Kahin Kisi Mai-kade Mein Chala Gaya, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.