Is Chhaaliya Ke PeD Ke Niche, Urdu Nazam By Mohammad Anvar Khalid

Is Chhaaliya Ke PeD Ke Niche is a famous Urdu Nazam written by a famous poet, Mohammad Anvar Khalid. Is Chhaaliya Ke PeD Ke Niche comes under the Love, Sad category of Urdu Nazam. You can read Is Chhaaliya Ke PeD Ke Niche on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اس چھالیا کے پیڑ کے نیچے

محمد انور خالد

اس چھالیا کے پیڑ کے نیچے خدا گواہ

مجھ پر نزول رحمت و اجلال حق ہوا

اور یوں ہوا کہ مجھ پہ زمیں کھول دی گئی

اور آسمان سر پہ مسلط نہیں رہا

اور یہ کہا گیا کہ جو گھر لوٹیے تو پھر

ہاتھوں میں دھوپ لے کے منڈیروں پہ ڈالیے

مٹی اگائیے کہ زمیں شورہ پشت ہے

اور یہ کہ میش و ابلق و اشتر کے واسطے

دو چھالیا کے پیڑ مزاروں کے تین پھول

اور ایک آنکھ جس پہ جہان عبث کھلے

ویسے تو گھر تک آ گئی ساعت زوال کی

محمد انور خالد

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Is Chhaaliya Ke PeD Ke Niche

Mohammad Anvar Khalid

is chhaaliya ke peD ke niche KHuda-gawah
mujh par nuzul rahmat-o-ijlal-e-haq hua
aur yun hua ki mujh pe zamin khol di gai
aur aasman sar pe musallat nahin raha
aur ye kaha gaya ki jo ghar loTiye to phir
hathon mein dhup le ke munDeron pe Daliye
miTTi ugaiye ki zamin shora-pusht hai
aur ye ki mish-o-ablaq-o-ushtar ke waste
do chhaaliya ke peD mazaron ke tin phul
aur ek aankh jis pe jahan-e-abas khule
waise to ghar tak aa gai saat zawal ki

(432) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Is Chhaaliya Ke PeD Ke Niche written by Mohammad Anvar Khalid at UrduPoint. Is Chhaaliya Ke PeD Ke Niche is one of the masterpieces written by Mohammad Anvar Khalid. You can also find the complete poetry collection of Mohammad Anvar Khalid by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Mohammad Anvar Khalid' above.

Is Chhaaliya Ke PeD Ke Niche is a widely read Urdu Nazam. If you like Is Chhaaliya Ke PeD Ke Niche, you will also like to read other famous Urdu Nazam.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.