KHud Apne Aks Ko Apni Nazar Mein Kya Rakhna, Urdu Ghazal By Mohammad Aslam Khan Aslam

KHud Apne Aks Ko Apni Nazar Mein Kya Rakhna is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Mohammad Aslam Khan Aslam. KHud Apne Aks Ko Apni Nazar Mein Kya Rakhna comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read KHud Apne Aks Ko Apni Nazar Mein Kya Rakhna on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

خود اپنے عکس کو اپنی نظر میں کیا رکھنا

محمد اسلم خان اسلم

خود اپنے عکس کو اپنی نظر میں کیا رکھنا

کہ ہم نے چھوڑ دیا گھر میں آئنہ رکھنا

کسی کے پیڑ کا سایہ نہ آ سکے گھر میں

گھروں کے بیچ میں اتنا تو فاصلہ رکھنا

تمام عمر ہی چاہے اڑان میں گزرے

پرائی شاخ پہ ہرگز نہ گھونسلہ رکھنا

مری نظر بھی اندھیروں سے اوب سکتی ہے

کوئی چراغ تو یارو جلا ہوا رکھنا

لو تم بھی شوق سے اسلمؔ سے احتیاط رکھو

ہمیں بھی آ گیا اپنوں سے فاصلہ رکھنا

محمد اسلم خان اسلم

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

KHud Apne Aks Ko Apni Nazar Mein Kya Rakhna

Mohammad Aslam Khan Aslam

KHud apne aks ko apni nazar mein kya rakhna
ki hum ne chhoD diya ghar mein aaina rakhna

kisi ke peD ka saya na aa sake ghar mein
gharon ke bich mein itna to fasla rakhna

tamam umr hi chahe uDan mein guzre
parai shaKH pe hargiz na ghonsla rakhna

meri nazar bhi andheron se ub sakti hai
koi charagh to yaro jala hua rakhna

lo tum bhi shauq se 'aslam' se ehtiyat rakho
hamein bhi aa gaya apnon se fasla rakhna

(708) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read KHud Apne Aks Ko Apni Nazar Mein Kya Rakhna written by Mohammad Aslam Khan Aslam at UrduPoint. KHud Apne Aks Ko Apni Nazar Mein Kya Rakhna is one of the masterpieces written by Mohammad Aslam Khan Aslam. You can also find the complete poetry collection of Mohammad Aslam Khan Aslam by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Mohammad Aslam Khan Aslam' above.

KHud Apne Aks Ko Apni Nazar Mein Kya Rakhna is a widely read Urdu Ghazal. If you like KHud Apne Aks Ko Apni Nazar Mein Kya Rakhna, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.