Ghamon Ko Bhul Jaana Chahta Hun, Urdu Ghazal By Mohammad Bin Hasan Sharar

Ghamon Ko Bhul Jaana Chahta Hun is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Mohammad Bin Hasan Sharar. Ghamon Ko Bhul Jaana Chahta Hun comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Ghamon Ko Bhul Jaana Chahta Hun on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

غموں کو بھول جانا چاہتا ہوں

محمد بن حسن شرار

غموں کو بھول جانا چاہتا ہوں

انہیں اپنا بنانا چاہتا ہوں

بہت ہی آزمایا تو نے ہم کو

میں تجھ کو آزمانا چاہتا ہوں

مقدر جو بھی ہوگا ہوگا اپنا

انہی راہوں پہ جانا چاہتا ہوں

نہ روکے بے وفا کوئی خدارا

وفا پر جان دینا چاہتا ہوں

لہک اے آتش حسن محبت

میں خود دل کو جلانا چاہتا ہوں

بنا دے آئنہ جس کو جہاں میں

وہ دل پر چوٹ کھانا چاہتا ہوں

شرارؔ آؤ چلیں کوچے میں اس کے

میں دل کو پھر دکھانا چاہتا ہوں

محمد بن حسن شرار

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ghamon Ko Bhul Jaana Chahta Hun

Mohammad Bin Hasan Sharar

ghamon ko bhul jaana chahta hun
unhen apna banana chahta hun

bahut hi aazmaya tu ne hum ko
main tujh ko aazmana chahta hun

muqaddar jo bhi hoga hoga apna
unhi rahon pe jaana chahta hun

na roke bewafa koi KHudara
wafa par jaan dena chahta hun

lahak ai aatish-e-husn-e-mohabbat
main KHud dil ko jalana chahta hun

bana de aaina jis ko jahan mein
wo dil par choT khana chahta hun

'sharar' aao chalen kuche mein us ke
main dil ko phir dukhana chahta hun

(494) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Ghamon Ko Bhul Jaana Chahta Hun written by Mohammad Bin Hasan Sharar at UrduPoint. Ghamon Ko Bhul Jaana Chahta Hun is one of the masterpieces written by Mohammad Bin Hasan Sharar. You can also find the complete poetry collection of Mohammad Bin Hasan Sharar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Mohammad Bin Hasan Sharar' above.

Ghamon Ko Bhul Jaana Chahta Hun is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ghamon Ko Bhul Jaana Chahta Hun, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.