Jidhar Dekhiye Hai Qayamat Ki Duniya, Urdu Ghazal By Mohammad Faizullah Faiz

Jidhar Dekhiye Hai Qayamat Ki Duniya is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Mohammad Faizullah Faiz. Jidhar Dekhiye Hai Qayamat Ki Duniya comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Jidhar Dekhiye Hai Qayamat Ki Duniya on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

جدھر دیکھیے ہے قیامت کی دنیا

محمد فیض اللہ فیض

جدھر دیکھیے ہے قیامت کی دنیا

مصیبت ہے گویا محبت کی دنیا

ترے حسن کی نور افشانیوں سے

ہے معمور ہر دم محبت کی دنیا

دل مضطرب ایسا ممکن کہاں ہے

مسرت دکھائے محبت کی دنیا

کبھی حسرتوں سے کبھی آفتوں سے

ہے آباد ہر دم محبت کی دنیا

نہ جا فیضؔ دنیا کی رنگینیوں پر

سراسر ہے دھوکہ محبت کی دنیا

محمد فیض اللہ فیض

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Jidhar Dekhiye Hai Qayamat Ki Duniya

Mohammad Faizullah Faiz

jidhar dekhiye hai qayamat ki duniya
musibat hai goya mohabbat ki duniya

tere husn ki nur-afshaniyon se
hai mamur har dam mohabbat ki duniya

dil-e-muztarib aisa mumkin kahan hai
masarrat dikhae mohabbat ki duniya

kabhi hasraton se kabhi aafaton se
hai aabaad har-dam mohabbat ki duniya

na ja 'faiz' duniya ki ranginiyon par
sarasar hai dhoka mohabbat ki duniya

(531) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Jidhar Dekhiye Hai Qayamat Ki Duniya written by Mohammad Faizullah Faiz at UrduPoint. Jidhar Dekhiye Hai Qayamat Ki Duniya is one of the masterpieces written by Mohammad Faizullah Faiz. You can also find the complete poetry collection of Mohammad Faizullah Faiz by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Mohammad Faizullah Faiz' above.

Jidhar Dekhiye Hai Qayamat Ki Duniya is a widely read Urdu Ghazal. If you like Jidhar Dekhiye Hai Qayamat Ki Duniya, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.