Roz-o-shab Mujh Mein Samata Hai Koi, Urdu Ghazal By Mohammad Haneef Katib

Roz-o-shab Mujh Mein Samata Hai Koi is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Mohammad Haneef Katib. Roz-o-shab Mujh Mein Samata Hai Koi comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Roz-o-shab Mujh Mein Samata Hai Koi on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

روز و شب مجھ میں سماتا ہے کوئی

محمد حنیف کاتب

روز و شب مجھ میں سماتا ہے کوئی

نت نئے جلوے دکھاتا ہے کوئی

چین سے کب مجھے سونا ہے نصیب

وقت بے وقت بلاتا ہے کوئی

بند ہے سلسلۂ آمد و رفت

کوئی آتا ہے نہ جاتا ہے کوئی

بارہا مجھ کو جلانے کے لئے

بارہا مجھ کو بجھاتا ہے کوئی

جاتے جاتے تو رلاتے ہیں سبھی

آتے آتے بھی رلاتا ہے کوئی

داخلے کے سبھی در بند ہوئے

یوں بھلا دیر سے آتا ہے کوئی

محمد حنیف کاتب

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Roz-o-shab Mujh Mein Samata Hai Koi

Mohammad Haneef Katib

roz-o-shab mujh mein samata hai koi
nit-nae jalwe dikhata hai koi

chain se kab mujhe sona hai nasib
waqt be-waqt bulata hai koi

band hai silsila-e-amad-o-raft
koi aata hai na jata hai koi

barha mujh ko jalane ke liye
barha mujh ko bujhata hai koi

jate jate to rulate hain sabhi
aate aate bhi rulata hai koi

daKHle ke sabhi dar band hue
yun bhala der se aata hai koi

(461) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Roz-o-shab Mujh Mein Samata Hai Koi written by Mohammad Haneef Katib at UrduPoint. Roz-o-shab Mujh Mein Samata Hai Koi is one of the masterpieces written by Mohammad Haneef Katib. You can also find the complete poetry collection of Mohammad Haneef Katib by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Mohammad Haneef Katib' above.

Roz-o-shab Mujh Mein Samata Hai Koi is a widely read Urdu Ghazal. If you like Roz-o-shab Mujh Mein Samata Hai Koi, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.