Sath Wo AaKHir-e-shab Tak Rahta, Urdu Ghazal By Mohammad Haneef Katib

Sath Wo AaKHir-e-shab Tak Rahta is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Mohammad Haneef Katib. Sath Wo AaKHir-e-shab Tak Rahta comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Sath Wo AaKHir-e-shab Tak Rahta on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ساتھ وہ آخر شب تک رہتا

محمد حنیف کاتب

ساتھ وہ آخر شب تک رہتا

چاند رہتا بھی تو کب تک رہتا

یا چلا آتا وہاں سے اٹھ کر

یا وہیں عرض طلب تک رہتا

ایسے محفل میں نہ ہوتے بدنام

مدعا لرزش لب تک رہتا

اس پہ کھل جاتے جنوں کے اسرار

وہ اگر شور و شغب تک رہتا

پیش قدمی کی دعائیں دیتا

اک نگہبان عقب تک رہتا

پہلی فرصت میں نکل آنا تھا

میں وہاں رہتا تو اب تک رہتا

اس سے آگے کا مجھے علم نہ تھا

کاش وہ نام و نسب تک رہتا

طشت از بام نہ ہوتا کاتبؔ

راز وہ مہر بلب تک رہتا

محمد حنیف کاتب

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Sath Wo AaKHir-e-shab Tak Rahta

Mohammad Haneef Katib

sath wo aaKHir-e-shab tak rahta
chand rahta bhi to kab tak rahta

ya chala aata wahan se uTh kar
ya wahin arz-e-talab tak rahta

aise mahfil mein na hote badnam
muddaa larzish-e-lab tak rahta

us pe khul jate junun ke asrar
wo agar shor-o-shaghab tak rahta

pesh-qadmi ki duaen deta
ek nigahban aqab tak rahta

pahli fursat mein nikal aana tha
main wahan rahta to ab tak rahta

us se aage ka mujhe ilm na tha
kash wo nam-o-nasab tak rahta

tasht-az-baam na hota 'katib'
raaz wo muhr-ba-lab tak rahta

(381) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Sath Wo AaKHir-e-shab Tak Rahta written by Mohammad Haneef Katib at UrduPoint. Sath Wo AaKHir-e-shab Tak Rahta is one of the masterpieces written by Mohammad Haneef Katib. You can also find the complete poetry collection of Mohammad Haneef Katib by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Mohammad Haneef Katib' above.

Sath Wo AaKHir-e-shab Tak Rahta is a widely read Urdu Ghazal. If you like Sath Wo AaKHir-e-shab Tak Rahta, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.