Asir-e-azmat-e-kirdar Bhi Nahin Hue Hain, Urdu Ghazal By Mohammad Haneef

Asir-e-azmat-e-kirdar Bhi Nahin Hue Hain is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Mohammad Haneef. Asir-e-azmat-e-kirdar Bhi Nahin Hue Hain comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Asir-e-azmat-e-kirdar Bhi Nahin Hue Hain on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اسیر عظمت کردار بھی نہیں ہوئے ہیں

محمد حنیف

اسیر عظمت کردار بھی نہیں ہوئے ہیں

ابھی تو صاحب دستار بھی نہیں ہوئے ہیں

ہم اک طرح سے گرفتار تو ہوئے ہیں مگر

کچھ اس طرح سے گرفتار بھی نہیں ہوئے ہیں

ہمیشہ لیتے ہیں ہم خود اذیتی کا مزہ

ہمارے درد گراں بار بھی نہیں ہوئے ہیں

ابھی سے کس لیے تم کو پڑی ہے جانے کی

ابھی تو بند یہ بازار بھی نہیں ہوئے ہیں

ابھی خیال میں ہم نے کیا ہے گھر تعمیر

ابھی تو اس میں گرفتار بھی نہیں ہوئے ہیں

ہزاروں کام ہمارے لیے ہیں کیوں تیار

ابھی تو نیند سے بیدار بھی نہیں ہوئے ہیں

تمام لوگ گھروں میں دبک کے جا بیٹھیں

یہ شہر اتنے پر اسرار بھی نہیں ہوئے ہیں

اٹھیں اور اس کی گلی میں کہیں بھی جا بیٹھیں

حنیفؔ اتنے سبک سار بھی نہیں ہوئے ہیں

محمد حنیف

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Asir-e-azmat-e-kirdar Bhi Nahin Hue Hain

Mohammad Haneef

asir-e-azmat-e-kirdar bhi nahin hue hain
abhi to sahab-e-dastar bhi nahin hue hain

hum ek tarah se giraftar to hue hain magar
kuchh is tarah se giraftar bhi nahin hue hain

hamesha lete hain hum KHud-aziyyati ka maza
hamare dard giran-bar bhi nahin hue hain

abhi se kis liye tum ko paDi hai jaane ki
abhi to band ye bazar bhi nahin hue hain

abhi KHayal mein hum ne kiya hai ghar tamir
abhi to is mein giraftar bhi nahin hue hain

hazaron kaam hamare liye hain kyon tayyar
abhi to nind se bedar bhi nahin hue hain

tamam log gharon mein dubak ke ja baiThen
ye shahr itne pur-asrar bhi nahin hue hain

uThen aur us ki gali mein kahin bhi ja baiThen
'hanif' itne subuksar bhi nahin hue hain

(552) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Asir-e-azmat-e-kirdar Bhi Nahin Hue Hain written by Mohammad Haneef at UrduPoint. Asir-e-azmat-e-kirdar Bhi Nahin Hue Hain is one of the masterpieces written by Mohammad Haneef. You can also find the complete poetry collection of Mohammad Haneef by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Mohammad Haneef' above.

Asir-e-azmat-e-kirdar Bhi Nahin Hue Hain is a widely read Urdu Ghazal. If you like Asir-e-azmat-e-kirdar Bhi Nahin Hue Hain, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.