UTh Ke BaiTha Bhi Nahin Tha Abhi Bimari Se, Urdu Ghazal By Mohammad Haneef

UTh Ke BaiTha Bhi Nahin Tha Abhi Bimari Se is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Mohammad Haneef. UTh Ke BaiTha Bhi Nahin Tha Abhi Bimari Se comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read UTh Ke BaiTha Bhi Nahin Tha Abhi Bimari Se on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اٹھ کے بیٹھا بھی نہیں تھا ابھی بیماری سے

محمد حنیف

اٹھ کے بیٹھا بھی نہیں تھا ابھی بیماری سے

واسطہ آن پڑا بے در و دیواری سے

ورنہ کچھ بھی نہیں موجود کا منظر نامہ

عالم خواب بھی ہے عالم بیداری سے

شہر کے لوگ غلط مجھ کو سمجھنے لگ جائیں

میری تکذیب کرے ایسی اداکاری سے

شہر میں اور بھی ہنگامے ہیں برپا کیا کیا

کیوں نکلتا ہی نہیں میں تری بیماری سے

اس کی دنیا سے بہت دور نکل جاؤ حنیفؔ

اس سے پہلے کی وہ دیکھے تمہیں بے زاری سے

محمد حنیف

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

UTh Ke BaiTha Bhi Nahin Tha Abhi Bimari Se

Mohammad Haneef

uTh ke baiTha bhi nahin tha abhi bimari se
wasta aan paDa be-dar-o-diwari se

warna kuchh bhi nahin maujud ka manzar-nama
aalam-e-KHwab bhi hai aalam-e-bedari se

shahr ke log ghalat mujh ko samajhne lag jaen
meri takzib kare aisi adakari se

shahr mein aur bhi hangame hain barpa kya kya
kyon nikalta hi nahin main teri bimari se

us ki duniya se bahut dur nikal jao 'hanif'
is se pahle ki wo dekhe tumhein be-zari se

(763) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read UTh Ke BaiTha Bhi Nahin Tha Abhi Bimari Se written by Mohammad Haneef at UrduPoint. UTh Ke BaiTha Bhi Nahin Tha Abhi Bimari Se is one of the masterpieces written by Mohammad Haneef. You can also find the complete poetry collection of Mohammad Haneef by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Mohammad Haneef' above.

UTh Ke BaiTha Bhi Nahin Tha Abhi Bimari Se is a widely read Urdu Ghazal. If you like UTh Ke BaiTha Bhi Nahin Tha Abhi Bimari Se, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.