Dilon Ke Darmiyan Be-baat Fitna Dal Dete Hain, Urdu Ghazal By Mohammad Ishtiyaaq Aalam

Dilon Ke Darmiyan Be-baat Fitna Dal Dete Hain is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Mohammad Ishtiyaaq Aalam. Dilon Ke Darmiyan Be-baat Fitna Dal Dete Hain comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Dilon Ke Darmiyan Be-baat Fitna Dal Dete Hain on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

دلوں کے درمیاں بے بات فتنہ ڈال دیتے ہیں

محمّد اشتیاق عالم

دلوں کے درمیاں بے بات فتنہ ڈال دیتے ہیں

یہ کیسے لوگ ہیں اپنوں میں جھگڑا ڈال دیتے ہیں

تمہیں کچھ بھوک کا احساس انساں کی نہیں لیکن

پرندوں کے لئے ہم چھت پہ دانہ ڈال دیتے ہیں

میں اس دھرتی کا واسی ہوں جہاں چیلے قلم کر کے

گرو کے چرنوں میں اپنا انگوٹھا ڈال دیتے ہیں

یقیناً لطف ہے کوئی تو ساون کے مہینے میں

خبر ساون کی سن کر لوگ جھولا ڈال دیتے ہیں

چٹانیں کاٹ کر وہ راستہ کیسے بنائیں گے

جو تھک کر راہ میں ہاتھوں سے تیشہ ڈال دیتے ہیں

کسی کی بد نظر کے وہ اثر میں آ نہیں سکتے

جو اپنے گھر کے دروازے پہ پردہ ڈال دیتے ہیں

انہیں عالمؔ کسی صورت میں منزل مل نہیں سکتی

فقط دو گام چل کر ہی جو ڈیرا ڈال دیتے ہیں

محمّد اشتیاق عالم

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Dilon Ke Darmiyan Be-baat Fitna Dal Dete Hain

Mohammad Ishtiyaaq Aalam

dilon ke darmiyan be-baat fitna Dal dete hain
ye kaise log hain apnon mein jhagDa Dal dete hain

tumhein kuchh bhuk ka ehsas insan ki nahin lekin
parindon ke liye hum chhat pe dana Dal dete hain

main us dharti ka wasi hun jahan chele qalam kar ke
guru ke charnon mein apna anguTha Dal dete hain

yaqinan lutf hai koi to sawan ke mahine mein
KHabar sawan ki sun kar log jhula Dal dete hain

chaTTanen kaT kar wo rasta kaise banaenge
jo thak kar rah mein hathon se tesha Dal dete hain

kisi ki bad-nazar ke wo asar mein aa nahin sakte
jo apne ghar ke darwaze pe parda Dal dete hain

unhen 'alam' kisi surat mein manzil mil nahin sakti
faqat do gam chal kar hi jo Dera Dal dete hain

(760) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Dilon Ke Darmiyan Be-baat Fitna Dal Dete Hain written by Mohammad Ishtiyaaq Aalam at UrduPoint. Dilon Ke Darmiyan Be-baat Fitna Dal Dete Hain is one of the masterpieces written by Mohammad Ishtiyaaq Aalam. You can also find the complete poetry collection of Mohammad Ishtiyaaq Aalam by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Mohammad Ishtiyaaq Aalam' above.

Dilon Ke Darmiyan Be-baat Fitna Dal Dete Hain is a widely read Urdu Ghazal. If you like Dilon Ke Darmiyan Be-baat Fitna Dal Dete Hain, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.