Haqiqaton Ko Jo Kar Rahe Hain Raqam Lahu Se Range Hue Hain, Urdu Ghazal By Mohammad Ishtiyaaq Aalam

Haqiqaton Ko Jo Kar Rahe Hain Raqam Lahu Se Range Hue Hain is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Mohammad Ishtiyaaq Aalam. Haqiqaton Ko Jo Kar Rahe Hain Raqam Lahu Se Range Hue Hain comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Haqiqaton Ko Jo Kar Rahe Hain Raqam Lahu Se Range Hue Hain on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

حقیقتوں کو جو کر رہے ہیں رقم لہو سے رنگے ہوئے ہیں

محمّد اشتیاق عالم

حقیقتوں کو جو کر رہے ہیں رقم لہو سے رنگے ہوئے ہیں

لہو سے تحریر تر بہ تر ہے قلم لہو سے رنگے ہوئے ہیں

محبتوں کا وہ قافلہ جو وفا کے پرچم لئے ہوئے تھا

وہ ہے نشانے پہ قاتلوں کے علم لہو سے رنگے ہوئے ہیں

محافظوں کے حوالے کر کے مکان اپنا جو سو رہے تھے

وہ لٹ گئے ہیں وہ رو رہے ہیں حرم لہو سے رنگے ہوئے ہیں

قبیلے والوں کو کیا ہوا ہے سمجھ رہے ہیں اسی کو قائد

قیادتوں کے جنوں میں جس کے قدم لہو سے رنگے ہوئے ہیں

جو مہرباں تھے جو ملتفت تھے کرم نوازی تھی عام جن کی

کریم جو تھے جو کر رہے تھے کرم لہو سے رنگے ہوئے ہیں

بدن کے زخموں کو کیا گنیں ہم گلہ کریں کیا بتاؤ تم سے

یہ سب تمہاری عنایتیں ہیں جو ہم لہو سے رنگے ہوئے ہیں

صحافتوں کا سفر بھی عالم بڑا ہی مشکل بھرا سفر ہے

لہو میں بھیگے ہوئے ہیں کاغذ قلم لہو سے رنگے ہوئے ہیں

محمّد اشتیاق عالم

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Haqiqaton Ko Jo Kar Rahe Hain Raqam Lahu Se Range Hue Hain

Mohammad Ishtiyaaq Aalam

haqiqaton ko jo kar rahe hain raqam lahu se range hue hain
lahu se tahrir tar-ba-tar hai qalam lahu se range hue hain

mohabbaton ka wo qafila jo wafa ke parcham liye hue tha
wo hai nishane pe qatilon ke alam lahu se range hue hain

muhafizon ke hawale kar ke makan apna jo so rahe the
wo luT gae hain wo ro rahe hain haram lahu se range hue hain

qabile walon ko kya hua hai samajh rahe hain usi ko qaid
qiyaadaton ke junun mein jis ke qadam lahu se range hue hain

jo mehrban the jo multafit the karam nawazi thi aam jin ki
karim jo the jo kar rahe the karam lahu se range hue hain

badan ke zaKHmon ko kya ginen hum gila karen kya batao tum se
ye sab tumhaari inayaten hain jo hum lahu se range hue hain

sahafaton ka safar bhi aalam baDa hi mushkil bhara safar hai
lahu mein bhige hue hain kaghaz qalam lahu se range hue hain

(514) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Haqiqaton Ko Jo Kar Rahe Hain Raqam Lahu Se Range Hue Hain written by Mohammad Ishtiyaaq Aalam at UrduPoint. Haqiqaton Ko Jo Kar Rahe Hain Raqam Lahu Se Range Hue Hain is one of the masterpieces written by Mohammad Ishtiyaaq Aalam. You can also find the complete poetry collection of Mohammad Ishtiyaaq Aalam by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Mohammad Ishtiyaaq Aalam' above.

Haqiqaton Ko Jo Kar Rahe Hain Raqam Lahu Se Range Hue Hain is a widely read Urdu Ghazal. If you like Haqiqaton Ko Jo Kar Rahe Hain Raqam Lahu Se Range Hue Hain, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.