Yun Wo Meri Wafa Aazmata Raha, Urdu Ghazal By Mohammad Javed Ishaati

Yun Wo Meri Wafa Aazmata Raha is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Mohammad Javed Ishaati. Yun Wo Meri Wafa Aazmata Raha comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Yun Wo Meri Wafa Aazmata Raha on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

یوں وہ میری وفا آزماتا رہا

محمد جاوید اشاعتی

یوں وہ میری وفا آزماتا رہا

دور ہوتا رہا پاس آتا رہا

میں نے حالات سے ہار مانی نہیں

برق گرتی رہی گھر بناتا رہا

لے رہا تھا مرے صبر کا امتحاں

وہ خدا تھا مجھے آزماتا رہا

میں نہ جانوں کہاں راستہ ختم ہو

مجھ کو چلنا پڑا وہ چلاتا رہا

خواب بنتی رہی زندگی اور میں

آئنہ زندگی کو دکھاتا رہا

لوگ کہتے ہیں میں ثانیٔ میرؔ ہوں

جو ہنسا بھی تو سب کو رلاتا رہا

کون تھا جس نے بخشی غزل کو ضیا

لب پہ جاویدؔ کا نام آتا رہا

محمد جاوید اشاعتی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Yun Wo Meri Wafa Aazmata Raha

Mohammad Javed Ishaati

yun wo meri wafa aazmata raha
dur hota raha pas aata raha

main ne haalat se haar mani nahin
barq girti rahi ghar banata raha

le raha tha mere sabr ka imtihan
wo KHuda tha mujhe aazmata raha

main na jaanun kahan rasta KHatm ho
mujh ko chalna paDa wo chalata raha

KHwab banti rahi zindagi aur main
aaina zindagi ko dikhata raha

log kahte hain main sani-e-'mir' hun
jo hansa bhi to sab ko rulata raha

kaun tha jis ne baKHshi ghazal ko ziya
lab pe 'jawed' ka nam aata raha

(346) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Yun Wo Meri Wafa Aazmata Raha written by Mohammad Javed Ishaati at UrduPoint. Yun Wo Meri Wafa Aazmata Raha is one of the masterpieces written by Mohammad Javed Ishaati. You can also find the complete poetry collection of Mohammad Javed Ishaati by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Mohammad Javed Ishaati' above.

Yun Wo Meri Wafa Aazmata Raha is a widely read Urdu Ghazal. If you like Yun Wo Meri Wafa Aazmata Raha, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.