Khaar Ko Phul Bayaban Ko Samundar Likhna, Urdu Ghazal By Mohammad Kaleem Ziya

Khaar Ko Phul Bayaban Ko Samundar Likhna is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Mohammad Kaleem Ziya. Khaar Ko Phul Bayaban Ko Samundar Likhna comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Khaar Ko Phul Bayaban Ko Samundar Likhna on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

خار کو پھول بیاباں کو سمندر لکھنا

محمد کلیم ضیا

خار کو پھول بیاباں کو سمندر لکھنا

ہم نے سیکھا نہیں بے کار کے دفتر لکھنا

مختصر بھی ہو مکمل بھی ہو خط کا مضموں

ہم ہیں مصروف ذرا سوچ سمجھ کر لکھنا

تو مرے جسم کی کالک کو چھڑا دے پہلے

پھر کوئی نقش مری روح کے اندر لکھنا

خود بہ خود اس سے ترا نام ابھر جائے گا

کوئی گالی مری دیوار پہ آ کر لکھنا

میں تو بندہ ہوں مجھے صبر کی یاری لکھ دے

پھر تکالیف خدایا تو مکرر لکھنا

محمد کلیم ضیا

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Khaar Ko Phul Bayaban Ko Samundar Likhna

Mohammad Kaleem Ziya

KHar ko phul bayaban ko samundar likhna
hum ne sikha nahin be-kar ke daftar likhna

muKHtasar bhi ho mukammal bhi ho KHat ka mazmun
hum hain masruf zara soch samajh kar likhna

tu mere jism ki kalak ko chhuDa de pahle
phir koi naqsh meri ruh ke andar likhna

KHud-ba-KHud us se tera nam ubhar jaega
koi gali meri diwar pe aa kar likhna

main to banda hun mujhe sabr ki yari likh de
phir takalif KHudaya tu mukarrar likhna

(460) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Khaar Ko Phul Bayaban Ko Samundar Likhna written by Mohammad Kaleem Ziya at UrduPoint. Khaar Ko Phul Bayaban Ko Samundar Likhna is one of the masterpieces written by Mohammad Kaleem Ziya. You can also find the complete poetry collection of Mohammad Kaleem Ziya by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Mohammad Kaleem Ziya' above.

Khaar Ko Phul Bayaban Ko Samundar Likhna is a widely read Urdu Ghazal. If you like Khaar Ko Phul Bayaban Ko Samundar Likhna, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.