Zardar Kabhi Chahne Wala Nahin Manga, Urdu Ghazal By Mohammad Kaleem Ziya

Zardar Kabhi Chahne Wala Nahin Manga is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Mohammad Kaleem Ziya. Zardar Kabhi Chahne Wala Nahin Manga comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Zardar Kabhi Chahne Wala Nahin Manga on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

زردار کبھی چاہنے والا نہیں مانگا

محمد کلیم ضیا

زردار کبھی چاہنے والا نہیں مانگا

رائی کی ضرورت پہ ہمالہ نہیں مانگا

اکثر مرے چولھے میں رہا برف کا ڈیرا

لیکن کسی رشتے سے نوالا نہیں مانگا

بر وقت ضرورت نہ ہوئی پوری کسی سے

سورج سے اندھیرے میں اجالا نہیں مانگا

غالبؔ کے ہنر میرؔ کی فن کاری کے صدقے

ناقد سے کسی نے بھی حوالہ نہیں مانگا

پوری نہ ہو ایسی کوئی خواہش ہی نہیں کی

منظر کوئی آنکھوں نے نرالا نہیں مانگا

تپتے ہوئے صحرا کی ضیاؔ پیاس بجھائی

دریاؤں سے پانی کا پیالہ نہیں مانگا

محمد کلیم ضیا

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Zardar Kabhi Chahne Wala Nahin Manga

Mohammad Kaleem Ziya

zardar kabhi chahne wala nahin manga
rai ki zarurat pe himala nahin manga

aksar mere chulhe mein raha barf ka Dera
lekin kisi rishte se niwala nahin manga

bar-waqt zarurat na hui puri kisi se
suraj se andhere mein ujala nahin manga

'ghaalib' ke hunar 'mir' ki fankari ke sadqe
naqid se kisi ne bhi hawala nahin manga

puri na ho aisi koi KHwahish hi nahin ki
manzar koi aankhon ne nirala nahin manga

tapte hue sahra ki 'ziya' pyas bujhai
dariyaon se pani ka piyala nahin manga

(403) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Zardar Kabhi Chahne Wala Nahin Manga written by Mohammad Kaleem Ziya at UrduPoint. Zardar Kabhi Chahne Wala Nahin Manga is one of the masterpieces written by Mohammad Kaleem Ziya. You can also find the complete poetry collection of Mohammad Kaleem Ziya by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Mohammad Kaleem Ziya' above.

Zardar Kabhi Chahne Wala Nahin Manga is a widely read Urdu Ghazal. If you like Zardar Kabhi Chahne Wala Nahin Manga, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.