Jo Mujhko Dikhaya Gaya Tarik Ziyaada, Urdu Ghazal By Mohammad Mubashshir Mayo

Jo Mujhko Dikhaya Gaya Tarik Ziyaada is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Mohammad Mubashshir Mayo. Jo Mujhko Dikhaya Gaya Tarik Ziyaada comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Jo Mujhko Dikhaya Gaya Tarik Ziyaada on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

جو مجھ کو دکھایا گیا تاریک زیادہ

محمد مبشر میو

جو مجھ کو دکھایا گیا تاریک زیادہ

رہتا ہوں اسی خواب کے نزدیک زیادہ

یہ پہنچے ہوئے لوگ بہت پہنچے ہیں شاید

لیتے ہیں یہ اوروں سے ذرا بھیک زیادہ

اے چشم غریباں یوں پریشاں نہ ہوا کر

تو پہلے ہی رہتی نہیں کچھ ٹھیک زیادہ

میں خواب میں بھی خواب نہ دیکھوں گا کسی کے

اس کار اذیت میں ہے تضحیک زیادہ

مغرب زدہ سوچوں کی تجارت میں پڑے لوگ

باریک کو کرنے لگے باریک زیادہ

مے خانوں کی رونق یہ بتاتی ہے مبشرؔ

چلتی نہیں دیوانوں کی تحریک زیادہ

محمد مبشر میو

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Jo Mujhko Dikhaya Gaya Tarik Ziyaada

Mohammad Mubashshir Mayo

jo mujh ko dikhaya gaya tarik ziyaada
rahta hun usi KHwab ke nazdik ziyaada

ye pahunche hue log bahut pahunche hain shayad
lete hain ye auron se zara bhik ziyaada

ai chashm-e-ghariban yun pareshan na hua kar
tu pahle hi rahti nahin kuchh Thik ziyaada

main KHwab mein bhi KHwab na dekhunga kisi ke
is kar-e-aziyyat mein hai tazhik ziyaada

maghrib-zada sochon ki tijarat mein paDe log
barik ko karne lage barik ziyaada

mai-KHanon ki raunaq ye batati hai 'mubasshir'
chalti nahin diwanon ki tahrik ziyaada

(600) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Jo Mujhko Dikhaya Gaya Tarik Ziyaada written by Mohammad Mubashshir Mayo at UrduPoint. Jo Mujhko Dikhaya Gaya Tarik Ziyaada is one of the masterpieces written by Mohammad Mubashshir Mayo. You can also find the complete poetry collection of Mohammad Mubashshir Mayo by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Mohammad Mubashshir Mayo' above.

Jo Mujhko Dikhaya Gaya Tarik Ziyaada is a widely read Urdu Ghazal. If you like Jo Mujhko Dikhaya Gaya Tarik Ziyaada, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.