Aahon Ke Koi Dhab Hain Na Rone Ke Qarine, Urdu Ghazal By Mohammad Munzir Raza

Aahon Ke Koi Dhab Hain Na Rone Ke Qarine is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Mohammad Munzir Raza. Aahon Ke Koi Dhab Hain Na Rone Ke Qarine comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Aahon Ke Koi Dhab Hain Na Rone Ke Qarine on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

آہوں کے کوئی ڈھب ہیں نہ رونے کے قرینے

محمد منذر رضا

آہوں کے کوئی ڈھب ہیں نہ رونے کے قرینے

فرقت کو بڑھایا ہے مری کم ہنری نے

مقصود پہ ہیں پیش رقیبان پریدہ

کیا اڑنا سکھایا ہمیں بے بال و پری نے

طائر وہیں بستے ہیں جہاں سنگ نہ آئیں

آباد رکھا مجھ کو مری بے ثمری نے

ہوں بھی کہ نہیں ہوں اور اگر ہوں بھی تو کیا ہوں

تشویش میں رکھا ہے تری خود نگری نے

محفل میں گھٹن ہوتی ہے تنہائی میں وحشت

رکھا نہ کہیں کا مجھے خستہ جگری نے

محمد منذر رضا

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Aahon Ke Koi Dhab Hain Na Rone Ke Qarine

Mohammad Munzir Raza

aahon ke koi Dhab hain na rone ke qarine
furqat ko baDhaya hai meri kam-hunari ne

maqsud pe hain pesh-e-raqiban-e-parida
kya uDna sikhaya hamein be-baal-o-pari ne

tair wahin baste hain jahan sang na aaen
aabaad rakha mujh ko meri be-samari ne

hun bhi ki nahin hun aur agar hun bhi to kya hun
tashwish mein rakkha hai teri KHud-nigari ne

mahfil mein ghuTan hoti hai tanhai mein wahshat
rakkha na kahin ka mujhe KHasta-jigari ne

(641) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Aahon Ke Koi Dhab Hain Na Rone Ke Qarine written by Mohammad Munzir Raza at UrduPoint. Aahon Ke Koi Dhab Hain Na Rone Ke Qarine is one of the masterpieces written by Mohammad Munzir Raza. You can also find the complete poetry collection of Mohammad Munzir Raza by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Mohammad Munzir Raza' above.

Aahon Ke Koi Dhab Hain Na Rone Ke Qarine is a widely read Urdu Ghazal. If you like Aahon Ke Koi Dhab Hain Na Rone Ke Qarine, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.