SuKHan-abaad Ki Tanhai Mein Ja Rahne Ka, Urdu Ghazal By Mohammad Munzir Raza

SuKHan-abaad Ki Tanhai Mein Ja Rahne Ka is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Mohammad Munzir Raza. SuKHan-abaad Ki Tanhai Mein Ja Rahne Ka comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read SuKHan-abaad Ki Tanhai Mein Ja Rahne Ka on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

سخن آباد کی تنہائی میں جا رہنے کا

محمد منذر رضا

سخن آباد کی تنہائی میں جا رہنے کا

ہم کو ڈھب آتا ہے پاداش ہنر سہنے کا

آپ کی چشم میں کوئی قمر آئے تو آئے

رشک خورشید ہوں سو میں تو نہیں گہنے کا

منت لفظ و زباں کیونکہ اٹھائی جائے

چشم خوش کار کو معلوم ہے ڈھب کہنے کا

ایک جائے تو چلی آئے دگر موج کمال

دیدنی بسکہ ہے نظارہ مرے بہنے کا

بس میں ہر ناکس و کس کے نہیں میری تعمیر

کچھ زیادہ نہ ہو نقصان مرے ڈھہنے کا

محمد منذر رضا

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

SuKHan-abaad Ki Tanhai Mein Ja Rahne Ka

Mohammad Munzir Raza

suKHan-abaad ki tanhai mein ja rahne ka
hum ko Dhab aata hai padash-e-hunar sahne ka

aap ki chashm mein koi qamar aae to aae
rashk-e-KHurshid hun so main to nahin gahne ka

minnat-e-lafz-o-zaban kyunki uThai jae
chashm-e-KHush-kar ko malum hai Dhab kahne ka

ek jae to chali aae digar mauj-e-kamal
didani bas-ki hai nazzara mere bahne ka

bas mein har na-kas-o-kas ke nahin meri tamir
kuchh ziyaada na ho nuqsan mere Dhahne ka

(372) ووٹ وصول ہوئے

You can read SuKHan-abaad Ki Tanhai Mein Ja Rahne Ka written by Mohammad Munzir Raza at UrduPoint. SuKHan-abaad Ki Tanhai Mein Ja Rahne Ka is one of the masterpieces written by Mohammad Munzir Raza. You can also find the complete poetry collection of Mohammad Munzir Raza by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Mohammad Munzir Raza' above.

SuKHan-abaad Ki Tanhai Mein Ja Rahne Ka is a widely read Urdu Ghazal. If you like SuKHan-abaad Ki Tanhai Mein Ja Rahne Ka, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.