Ye Kis Aalam Mein Apne Ghar Gae Hum, Urdu Ghazal By Mohammad Naved Athar

Ye Kis Aalam Mein Apne Ghar Gae Hum is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Mohammad Naved Athar. Ye Kis Aalam Mein Apne Ghar Gae Hum comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Ye Kis Aalam Mein Apne Ghar Gae Hum on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

یہ کس عالم میں اپنے گھر گئے ہم

محمد نوید اطہر

یہ کس عالم میں اپنے گھر گئے ہم

تری محفل سے چشم تر گئے ہم

شرافت ہے کہ غصہ تھوک ڈالا

نہ سمجھو یہ کہ تم سے ڈر گئے ہم

ہوا ہے باعث لطف و کرم کیا

کہا اس نے کہ تم پہ مر گئے ہم

زمیں باطل کے بھی پیروں سے نکلی

ہتھیلی پر جو لے کے سر گئے ہم

بہت پچھتائے نادانی پہ اطہرؔ

سرابوں پر بھروسہ کر گئے ہم

محمد نوید اطہر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ye Kis Aalam Mein Apne Ghar Gae Hum

Mohammad Naved Athar

ye kis aalam mein apne ghar gae hum
teri mahfil se chashm-e-tar gae hum

sharafat hai ki ghussa thuk Dala
na samjho ye ki tum se Dar gae hum

hua hai bais-e-lutf-o-karam kya
kaha us ne ki tum pe mar gae hum

zamin baatil ke bhi pairon se nikli
hatheli par jo le ke sar gae hum

bahut pachhtae nadani pe 'athar'
sarabon par bharosa kar gae hum

(315) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Ye Kis Aalam Mein Apne Ghar Gae Hum written by Mohammad Naved Athar at UrduPoint. Ye Kis Aalam Mein Apne Ghar Gae Hum is one of the masterpieces written by Mohammad Naved Athar. You can also find the complete poetry collection of Mohammad Naved Athar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Mohammad Naved Athar' above.

Ye Kis Aalam Mein Apne Ghar Gae Hum is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ye Kis Aalam Mein Apne Ghar Gae Hum, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.