Kaam Bhi Hum Ajib Karte Hain, Urdu Ghazal By Mohammad Owais Khan

Kaam Bhi Hum Ajib Karte Hain is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Mohammad Owais Khan. Kaam Bhi Hum Ajib Karte Hain comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Kaam Bhi Hum Ajib Karte Hain on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

کام بھی ہم عجیب کرتے ہیں

محمد اویس خاں

کام بھی ہم عجیب کرتے ہیں

چاہے جس کو رقیب کرتے ہیں

کرکے خود ذکر ان سے ملنے کا

رازداں کو رقیب کرتے ہیں

بات کچھ تو ضرور ہے ورنہ

کب ہر اک کو حبیب کرتے ہیں

کس طرح دوریاں یہ ہوں گی دور

دور جا کر قریب کرتے ہیں

عشق کی داستاں سناتے ہوئے

ذکر دار و صلیب کرتے ہیں

ان کے خوابوں میں اور ہم اے اویسؔ

چاہ یہ خوش نصیب کرتے ہیں

محمد اویس خاں

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Kaam Bhi Hum Ajib Karte Hain

Mohammad Owais Khan

kaam bhi hum ajib karte hain
chahe jis ko raqib karte hain

karke KHud zikr un se milne ka
raaz-dan ko raqib karte hain

baat kuchh to zarur hai warna
kab har ek ko habib karte hain

kis tarah duriyan ye hongi dur
dur ja kar qarib karte hain

ishq ki dastan sunate hue
zikr-e-dar-o-salib karte hain

un ke KHwabon mein aur hum ai 'owais'
chah ye KHush-nasib karte hain

(733) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Kaam Bhi Hum Ajib Karte Hain written by Mohammad Owais Khan at UrduPoint. Kaam Bhi Hum Ajib Karte Hain is one of the masterpieces written by Mohammad Owais Khan. You can also find the complete poetry collection of Mohammad Owais Khan by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Mohammad Owais Khan' above.

Kaam Bhi Hum Ajib Karte Hain is a widely read Urdu Ghazal. If you like Kaam Bhi Hum Ajib Karte Hain, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.