Shayad Yahi Bahattar Ho, Urdu Nazam By Mohammad Owais Khan

Shayad Yahi Bahattar Ho is a famous Urdu Nazam written by a famous poet, Mohammad Owais Khan. Shayad Yahi Bahattar Ho comes under the Love, Sad category of Urdu Nazam. You can read Shayad Yahi Bahattar Ho on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

شاید یہی بہتر ہو

محمد اویس خاں

جب کوئی ہم سے دور ہو جاتا ہے

تو ہم اسے بھول جاتے ہیں

اس کی جگہ

ایک خدا تخلیق کر لیتے ہیں

یادوں کے مندر میں

ایک مورتی کھڑی کر دیتے ہیں

پھر اس کی پوجا کرنے لگتے ہیں

اور بھول جاتے ہیں

کہ کبھی یہ بھگوان

انسان بھی تھا

میں نے بھی تمہارے ساتھ

یہی کیا ہے

اگر تم کبھی مجھے واپس مل گئے

تو میرے خواب

اور میں خود

پارہ پارہ ہو جائیں گے

شاید

یہی بہتر ہو

کہ تم مجھے

کبھی نہ مل سکو

محمد اویس خاں

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Shayad Yahi Bahattar Ho

Mohammad Owais Khan

jab koi hum se dur ho jata hai
to hum use bhul jate hain
us ki jagah
ek KHuda taKHliq kar lete hain
yaadon ke mandir mein
ek murti khaDi kar dete hain
phir us ki puja karne lagte hain
aur bhul jate hain
ki kabhi ye bhagwan
insan bhi tha

main ne bhi tumhaare sath
yahi kiya hai

agar tum kabhi mujhe wapas mil gae
to mere KHwab
aur main KHud
para-para ho jaenge
shayad
yahi behtar ho
ki tum mujhe
kabhi na mil sako

(482) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Shayad Yahi Bahattar Ho written by Mohammad Owais Khan at UrduPoint. Shayad Yahi Bahattar Ho is one of the masterpieces written by Mohammad Owais Khan. You can also find the complete poetry collection of Mohammad Owais Khan by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Mohammad Owais Khan' above.

Shayad Yahi Bahattar Ho is a widely read Urdu Nazam. If you like Shayad Yahi Bahattar Ho, you will also like to read other famous Urdu Nazam.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.