Meri Jaan-e-KHana-ba-dosh Ko Wo Sukun Mila Tere Shahr Se, Urdu Ghazal By Mohammad Owais Malik

Meri Jaan-e-KHana-ba-dosh Ko Wo Sukun Mila Tere Shahr Se is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Mohammad Owais Malik. Meri Jaan-e-KHana-ba-dosh Ko Wo Sukun Mila Tere Shahr Se comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Meri Jaan-e-KHana-ba-dosh Ko Wo Sukun Mila Tere Shahr Se on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

مری جان خانہ بدوش کو وہ سکوں ملا ترے شہر سے

محمد اویس ملک

مری جان خانہ بدوش کو وہ سکوں ملا ترے شہر سے

کہ میں کوچ کرنے کے بعد بھی نہ بچھڑ سکا ترے شہر سے

میں سحاب بن کے ہواؤں میں تجھے ڈھونڈھتا تھا فضاؤں میں

سو ترے مکاں پہ برس پڑا جو گزر ہوا ترے شہر سے

تری رہ گزر سے لگاؤ تھا ترے آستاں پہ پڑاؤ تھا

ترا حکم تھا کہ سفر کروں سو میں چل پڑا ترے شہر سے

نہ وہ بجلیاں تھیں جمال کی نہ وہ بارشیں تھیں وصال کی

کئی حسرتوں سے اٹا ہوا میں گزر گیا ترے شہر سے

مرا نخل ذات اجڑ گیا میں تری زمیں سے اکھڑ گیا

کوئی گرد باد جنون کا مجھے لے اڑا ترے شہر سے

کہیں تخلیئے کو جو پا لیا وہیں بوریے کو بچھا لیا

میں نے کوہ و دشت کی خلوتوں کا مزہ لیا ترے شہر سے

میں دیار غیر میں اجنبی کبھی اس گلی کبھی اس گلی

میں تری گلی کا اسیر تھا مجھے عشق تھا ترے شہر سے

نہ میں کوہ کن نہ میں قیس تھا میں ترے نگر کا اویسؔ تھا

انہیں بندمن سے تھیں نسبتیں مرا سلسلہ ترے شہر سے

محمد اویس ملک

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Meri Jaan-e-KHana-ba-dosh Ko Wo Sukun Mila Tere Shahr Se

Mohammad Owais Malik

meri jaan-e-KHana-ba-dosh ko wo sukun mila tere shahr se
ki main kuch karne ke baad bhi na bichhaD saka tere shahr se

main sahab ban ke hawaon mein tujhe DhunDhta tha fazaon mein
so tere makan pe baras paDa jo guzar hua tere shahr se

teri rahguzar se lagaw tha tere aastan pe paDaw tha
tera hukm tha ki safar karun so main chal paDa tere shahr se

na wo bijliyan thin jamal ki na wo barishen thin visal ki
kai hasraton se aTa hua main guzar gaya tere shahr se

mera naKHl-e-zat ujaD gaya main teri zamin se ukhaD gaya
koi gard-baad junun ka mujhe le uDa tere shahr se

kahin taKHliye ko jo pa liya wahin boriye ko bichha liya
main ne koh-o-dasht ki KHalwaton ka maza liya tere shahr se

main dayar-e-ghair mein ajnabi kabhi is gali kabhi us gali
main teri gali ka asir tha mujhe ishq tha tere shahr se

na main kohkan na main qais tha main tere nagar ka 'owais' tha
unhen bandaman se thin nisbaten mera silsila tere shahr se

(597) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Meri Jaan-e-KHana-ba-dosh Ko Wo Sukun Mila Tere Shahr Se written by Mohammad Owais Malik at UrduPoint. Meri Jaan-e-KHana-ba-dosh Ko Wo Sukun Mila Tere Shahr Se is one of the masterpieces written by Mohammad Owais Malik. You can also find the complete poetry collection of Mohammad Owais Malik by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Mohammad Owais Malik' above.

Meri Jaan-e-KHana-ba-dosh Ko Wo Sukun Mila Tere Shahr Se is a widely read Urdu Ghazal. If you like Meri Jaan-e-KHana-ba-dosh Ko Wo Sukun Mila Tere Shahr Se, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.