Qarar-e-dil Fasana Ho Gaya Hai, Urdu Ghazal By Mohammad Raees Alvi

Qarar-e-dil Fasana Ho Gaya Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Mohammad Raees Alvi. Qarar-e-dil Fasana Ho Gaya Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Qarar-e-dil Fasana Ho Gaya Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

قرار دل فسانہ ہو گیا ہے

محمد رئیس علوی

قرار دل فسانہ ہو گیا ہے

تمہیں دیکھے زمانہ ہو گیا ہے

تمہارے وعدۂ فردا کا حیلہ

قیامت کا بہانہ ہو گیا ہے

پرانے دوستوں کے گھر سنا ہے

تمہارا آنا جانا ہو گیا ہے

تمہارے ظلم کے لعل و گہر سب

ہمارا دل خزانہ ہو گیا ہے

دعائیں دیں مرے سینہ کو ان کا

بہت اچھا نشانہ ہو گیا ہے

رئیسانہ غزل ہے بیت در بیت

غریبوں کا ٹھکانہ ہو گیا ہے

محمد رئیس علوی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Qarar-e-dil Fasana Ho Gaya Hai

Mohammad Raees Alvi

qarar-e-dil fasana ho gaya hai
tumhein dekhe zamana ho gaya hai

tumhaare wada-e-farda ka hila
qayamat ka bahana ho gaya hai

purane doston ke ghar suna hai
tumhaara aana-jaana ho gaya hai

tumhaare zulm ke lal-o-gohar sab
hamara dil KHazana ho gaya hai

duaen den mere sine ko un ka
bahut achchha nishana ho gaya hai

raisana ghazal hai bait-dar-bait
gharibon ka Thikana ho gaya hai

(436) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Qarar-e-dil Fasana Ho Gaya Hai written by Mohammad Raees Alvi at UrduPoint. Qarar-e-dil Fasana Ho Gaya Hai is one of the masterpieces written by Mohammad Raees Alvi. You can also find the complete poetry collection of Mohammad Raees Alvi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Mohammad Raees Alvi' above.

Qarar-e-dil Fasana Ho Gaya Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Qarar-e-dil Fasana Ho Gaya Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.