Mere Nasib Mein KHud-agahi Ka Dar Likh De, Urdu Ghazal By Mohammad Siddiq Naqvi

Mere Nasib Mein KHud-agahi Ka Dar Likh De is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Mohammad Siddiq Naqvi. Mere Nasib Mein KHud-agahi Ka Dar Likh De comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Mere Nasib Mein KHud-agahi Ka Dar Likh De on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

میرے نصیب میں خود آگہی کا در لکھ دے

محمد صدیق نقوی

میرے نصیب میں خود آگہی کا در لکھ دے

بلندیوں کا مرے بخت میں سفر لکھ دے

ترے فراق میں میں زندگی گزار چکا

تو اپنے وصل کی آیت جبین پر لکھ دے

مہہ‌ و نجوم کی صورت تو کر مجھے روشن

سیاہ رات کے سینے پہ تو سحر لکھ دے

تو اپنے نام کی خوشبو لہو میں پھیلا دے

تو میری ڈوبتی سانسوں کو معتبر لکھ دے

تو اپنے عشق کی لذت سے مجھ کو زندہ رکھ

مرے وجود کو خود مجھ سے بے خبر لکھ دے

محمد صدیق نقوی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Mere Nasib Mein KHud-agahi Ka Dar Likh De

Mohammad Siddiq Naqvi

mere nasib mein KHud-agahi ka dar likh de
bulandiyon ka mere baKHt mein safar likh de

tere firaq mein main zindagi guzar chuka
tu apne wasl ki aayat jabin par likh de

mah-o-nujum ki surat tu kar mujhe raushan
siyah raat ke sine pe tu sahar likh de

tu apne nam ki KHushbu lahu mein phaila de
tu meri Dubti sanson ko mo'atabar likh de

tu apne ishq ki lazzat se mujh ko zinda rakh
mere wajud ko KHud mujh se be-KHabar likh de

(586) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Mere Nasib Mein KHud-agahi Ka Dar Likh De written by Mohammad Siddiq Naqvi at UrduPoint. Mere Nasib Mein KHud-agahi Ka Dar Likh De is one of the masterpieces written by Mohammad Siddiq Naqvi. You can also find the complete poetry collection of Mohammad Siddiq Naqvi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Mohammad Siddiq Naqvi' above.

Mere Nasib Mein KHud-agahi Ka Dar Likh De is a widely read Urdu Ghazal. If you like Mere Nasib Mein KHud-agahi Ka Dar Likh De, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.