Phulon Ki Chand Taron Ki Mahfil Fareb Hai, Urdu Ghazal By Mohammad Usmaan Arif

Phulon Ki Chand Taron Ki Mahfil Fareb Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Mohammad Usmaan Arif. Phulon Ki Chand Taron Ki Mahfil Fareb Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Phulon Ki Chand Taron Ki Mahfil Fareb Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

پھولوں کی چاند تاروں کی محفل فریب ہے

محمد عثمان عارف

پھولوں کی چاند تاروں کی محفل فریب ہے

رنگیں حقیقتوں میں بھی شامل فریب ہے

پانی کے مد و جزر کو سمجھا ہے زندگی

موجیں بھی ہیں فریب جو ساحل فریب ہے

رنگینئ حیات کا عالم نہ پوچھیے

ہر آرزو فریب ہے ہر دل فریب ہے

محسوس دل میں درد سا ہونے لگا ہے کیوں

کیا پیار کی نظر میں بھی شامل فریب ہے

بس رک گیا تو رک گیا الفت کی راہ میں

منزل نہ کر قبول کہ منزل فریب ہے

ان کی نگاہ لطف ہے عارفؔ کی زندگی

کیا غم اگر حیات میں شامل فریب ہے

محمد عثمان عارف

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Phulon Ki Chand Taron Ki Mahfil Fareb Hai

Mohammad Usmaan Arif

phulon ki chand taron ki mahfil fareb hai
rangin haqiqaton mein bhi shamil fareb hai

pani ke madd-o-jazr ko samjha hai zindagi
maujen bhi hain fareb jo sahil fareb hai

rangini-e-hayat ka aalam na puchhiye
har aarzu fareb hai har dil fareb hai

mahsus dil mein dard sa hone laga hai kyun
kya pyar ki nazar mein bhi shamil fareb hai

bas ruk gaya to ruk gaya ulfat ki rah mein
manzil na kar qubul ki manzil fareb hai

un ki nigah-e-lutf hai 'arif' ki zindagi
kya gham agar hayat mein shamil fareb hai

(785) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Phulon Ki Chand Taron Ki Mahfil Fareb Hai written by Mohammad Usmaan Arif at UrduPoint. Phulon Ki Chand Taron Ki Mahfil Fareb Hai is one of the masterpieces written by Mohammad Usmaan Arif. You can also find the complete poetry collection of Mohammad Usmaan Arif by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Mohammad Usmaan Arif' above.

Phulon Ki Chand Taron Ki Mahfil Fareb Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Phulon Ki Chand Taron Ki Mahfil Fareb Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.