Wada Gar Rose Kiye Jaiyega, Urdu Ghazal By Mohammad Yusuf Ali Khan Nazim Rampuri

Wada Gar Rose Kiye Jaiyega is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Mohammad Yusuf Ali Khan Nazim Rampuri. Wada Gar Rose Kiye Jaiyega comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Wada Gar Rose Kiye Jaiyega on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

وعدہ گر روز کیے جائیے گا

محمد علی خاں ناظم رامپوری

وعدہ گر روز کیے جائیے گا

روز سمجھوں گا کہ آج آئیے گا

جان کا غم نہیں غم یہ ہے کہ آپ

قتل کر کے مجھے پچھتائیے گا

میں بھی ہوں حضرت ناصح دانا

کچھ سمجھ کر مجھے سمجھائیے گا

لاغر اتنا ہوں کہ ہوں گھر میں مگر

میرے گھر میں نہ مجھے پائیے گا

تم نہیں قول و قسم کے سچے

جھوٹ کہتا ہوں قسم کھائیے گا

در پہ رہنے کی اجازت دے کر

کہتے ہیں پاؤں نہ پھیلائیے گا

کیا ہے جو کہتے ہو مطرب سے تم آج

کوئی ناظمؔ کی غزل گائیے‌ گا

محمد علی خاں ناظم رامپوری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Wada Gar Rose Kiye Jaiyega

Mohammad Yusuf Ali Khan Nazim Rampuri

wada gar roz kiye jaiyega
roz samjhunga ki aaj aaiyega

jaan ka gham nahin gham ye hai ki aap
qatl kar ke mujhe pachhtaiyega

main bhi hun hazrat-e-naseh dana
kuchh samajh kar mujhe samjhaiyega

laghar itna hun ki hun ghar mein magar
mere ghar mein na mujhe paiyega

tum nahin qaul-o-qasam ke sachche
jhuT kahta hun qasam khaiyega

dar pe rahne ki ijazat de kar
kahte hain panw na phailaiyega

kya hai jo kahte ho mutrib se tum aaj
koi 'nazim' ki ghazal gaiyega

(496) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

More Mohammad Yusuf Ali Khan Nazim Rampuri Poetry

You can read Wada Gar Rose Kiye Jaiyega written by Mohammad Yusuf Ali Khan Nazim Rampuri at UrduPoint. Wada Gar Rose Kiye Jaiyega is one of the masterpieces written by Mohammad Yusuf Ali Khan Nazim Rampuri. You can also find the complete poetry collection of Mohammad Yusuf Ali Khan Nazim Rampuri by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Mohammad Yusuf Ali Khan Nazim Rampuri' above.

Wada Gar Rose Kiye Jaiyega is a widely read Urdu Ghazal. If you like Wada Gar Rose Kiye Jaiyega, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.