Koi Is KHwab Ki Tabir To Batlae Mujhe, Urdu Ghazal By Mohsin Sahil

Koi Is KHwab Ki Tabir To Batlae Mujhe is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Mohsin Sahil. Koi Is KHwab Ki Tabir To Batlae Mujhe comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Koi Is KHwab Ki Tabir To Batlae Mujhe on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

کوئی اس خواب کی تعبیر تو بتلائے مجھے

محسن ساحل

کوئی اس خواب کی تعبیر تو بتلائے مجھے

میں ہوں صحرا میں مگر دریا نظر آئے مجھے

میرے اندر کے اک احساس نے دی ہے یہ صدا

تو اگر خود کو مٹا لے کبھی پا جائے مجھے

رات کے پچھلے پہر تک میں پھروں نشے میں

اور کوئی شوخ حسینہ مرے گھر لائے مجھے

تو نے اے ممبئی جو کچھ بھی دیا ہے مجھ کو

وہ مرا شہر تو صدیوں بھی نہ دے پائے مجھے

میں تمہاری ہی طرح بزم میں چھا جاؤں مگر

جھوٹ کہنے کا سلیقہ بھی تو آ جائے مجھے

محسن ساحل

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Koi Is KHwab Ki Tabir To Batlae Mujhe

Mohsin Sahil

koi is KHwab ki tabir to batlae mujhe
main hun sahra mein magar dariya nazar aae mujhe

mere andar ke ek ehsas ne di hai ye sada
tu agar KHud ko miTa le kabhi pa jae mujhe

raat ke pichhle pahar tak main phirun nashshe mein
aur koi shoKH hasina mere ghar lae mujhe

tu ne ai mumbai jo kuchh bhi diya hai mujh ko
wo mera shahr to sadiyon bhi na de pae mujhe

main tumhaari hi tarah bazm mein chha jaun magar
jhuT kahne ka saliqa bhi to aa jae mujhe

(659) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Koi Is KHwab Ki Tabir To Batlae Mujhe written by Mohsin Sahil at UrduPoint. Koi Is KHwab Ki Tabir To Batlae Mujhe is one of the masterpieces written by Mohsin Sahil. You can also find the complete poetry collection of Mohsin Sahil by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Mohsin Sahil' above.

Koi Is KHwab Ki Tabir To Batlae Mujhe is a widely read Urdu Ghazal. If you like Koi Is KHwab Ki Tabir To Batlae Mujhe, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.