Bhare ZaKHm Phir Taza Dam Dekhte Hain, Urdu Ghazal By Mohsin Shaafi

Bhare ZaKHm Phir Taza Dam Dekhte Hain is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Mohsin Shaafi. Bhare ZaKHm Phir Taza Dam Dekhte Hain comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Bhare ZaKHm Phir Taza Dam Dekhte Hain on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

بھرے زخم پھر تازہ دم دیکھتے ہیں

محسن شافی

بھرے زخم پھر تازہ دم دیکھتے ہیں

عجب دوستوں کے کرم دیکھتے ہیں

کوئی لشکر فاتحیں جا رہا ہے

فضاؤں میں اونچے علم دیکھتے ہیں

خیال صنم بھی جمال صنم ہے

اب اس طور روئے صنم دیکھتے ہیں

بنی قتل گاہیں یہ گلیاں یہ کوچے

عجب موت کا رقص ہم دیکھتے ہیں

کہیں پل رہے ہیں امیروں کے کتے

کہیں مفلسی کے ستم دیکھتے ہیں

اتر کر فلک سے ستارے بھی شافیؔ

تری زلف کا پیچ و خم دیکھتے ہیں

محسن شافی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Bhare ZaKHm Phir Taza Dam Dekhte Hain

Mohsin Shaafi

bhare zaKHm phir taza dam dekhte hain
ajab doston ke karam dekhte hain

koi lashkar-e-fatehin ja raha hai
fazaon mein unche alam dekhte hain

KHayal-e-sanam bhi jamal-e-sanam hai
ab is taur ru-e-sanam dekhte hain

bani qatl gahen ye galiyan ye kuche
ajab maut ka raqs hum dekhte hain

kahin pal rahe hain amiron ke kutte
kahin muflisi ke sitam dekhte hain

utar kar falak se sitare bhi 'shafi'
teri zulf ka pech-o-KHam dekhte hain

(568) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Bhare ZaKHm Phir Taza Dam Dekhte Hain written by Mohsin Shaafi at UrduPoint. Bhare ZaKHm Phir Taza Dam Dekhte Hain is one of the masterpieces written by Mohsin Shaafi. You can also find the complete poetry collection of Mohsin Shaafi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Mohsin Shaafi' above.

Bhare ZaKHm Phir Taza Dam Dekhte Hain is a widely read Urdu Ghazal. If you like Bhare ZaKHm Phir Taza Dam Dekhte Hain, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.