Aur Mujhse Ye Aziyyat Nahin Dekhi Jati, Urdu Ghazal By Moid Rashidi

Aur Mujhse Ye Aziyyat Nahin Dekhi Jati is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Moid Rashidi. Aur Mujhse Ye Aziyyat Nahin Dekhi Jati comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Aur Mujhse Ye Aziyyat Nahin Dekhi Jati on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اور مجھ سے یہ اذیت نہیں دیکھی جاتی

معید رشیدی

اور مجھ سے یہ اذیت نہیں دیکھی جاتی

اے زمیں اب تری حالت نہیں دیکھی جاتی

زہر سی رات لہو اور یہ گھمسان کا رن

دیدۂ تر سے قیامت نہیں دیکھی جاتی

زندگی آج ذرا ہنس کے گلے لگ مجھ سے

تیری آنکھوں میں ندامت نہیں دیکھی جاتی

میری آنکھوں میں جو حیرت ہے مری وحشت ہے

مجھ سے آئینہ کی حیرت نہیں دیکھی جاتی

بے سبب گل کی ریاست میں چلے آتے ہیں

دل کے رشتے میں ضرورت نہیں دیکھی جاتی

معید رشیدی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Aur Mujhse Ye Aziyyat Nahin Dekhi Jati

Moid Rashidi

aur mujh se ye aziyyat nahin dekhi jati
ai zamin ab teri haalat nahin dekhi jati

zahr si raat lahu aur ye ghamsan ka ran
dida-e-tar se qayamat nahin dekhi jati

zindagi aaj zara hans ke gale lag mujh se
teri aankhon mein nadamat nahin dekhi jati

meri aankhon mein jo hairat hai meri wahshat hai
mujh se aaine ki hairat nahin dekhi jati

be-sabab gul ki riyasat mein chale aate hain
dil ke rishte mein zarurat nahin dekhi jati

(351) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Aur Mujhse Ye Aziyyat Nahin Dekhi Jati written by Moid Rashidi at UrduPoint. Aur Mujhse Ye Aziyyat Nahin Dekhi Jati is one of the masterpieces written by Moid Rashidi. You can also find the complete poetry collection of Moid Rashidi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Moid Rashidi' above.

Aur Mujhse Ye Aziyyat Nahin Dekhi Jati is a widely read Urdu Ghazal. If you like Aur Mujhse Ye Aziyyat Nahin Dekhi Jati, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.