KHud Ko Farhad Karke Dekh Liya, Urdu Ghazal By Moid Rashidi

KHud Ko Farhad Karke Dekh Liya is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Moid Rashidi. KHud Ko Farhad Karke Dekh Liya comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read KHud Ko Farhad Karke Dekh Liya on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

خود کو فرہاد کرکے دیکھ لیا

معید رشیدی

خود کو فرہاد کرکے دیکھ لیا

عشق ایجاد کر کے دیکھ لیا

آہ دل دور تک نہیں جاتی

دل نے فریاد کر کے دیکھ لیا

خود کو برباد کر کے دیکھنا تھا

خود کو برباد کر کے دیکھ لیا

آج پھر تیز ہو گئی دھڑکن

آج پھر یاد کر کے دیکھ لیا

سینۂ شہر میں ہے ویرانی

شہر آباد کر کے دیکھ لیا

معید رشیدی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

KHud Ko Farhad Karke Dekh Liya

Moid Rashidi

KHud ko farhad karke dekh liya
ishq ijad kar ke dekh liya

aah-e-dil dur tak nahin jati
dil ne fariyaad kar ke dekh liya

KHud ko barbaad kar ke dekhna tha
KHud ko barbaad kar ke dekh liya

aaj phir tez ho gai dhaDkan
aaj phir yaad kar ke dekh liya

sina-e-shahr mein hai virani
shahr aabaad kar ke dekh liya

(424) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read KHud Ko Farhad Karke Dekh Liya written by Moid Rashidi at UrduPoint. KHud Ko Farhad Karke Dekh Liya is one of the masterpieces written by Moid Rashidi. You can also find the complete poetry collection of Moid Rashidi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Moid Rashidi' above.

KHud Ko Farhad Karke Dekh Liya is a widely read Urdu Ghazal. If you like KHud Ko Farhad Karke Dekh Liya, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.