Adhure KHwab Tahalte Hain Ghar Ke Aangan Mein, Urdu Ghazal By Moin Afroz

Adhure KHwab Tahalte Hain Ghar Ke Aangan Mein is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Moin Afroz. Adhure KHwab Tahalte Hain Ghar Ke Aangan Mein comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Adhure KHwab Tahalte Hain Ghar Ke Aangan Mein on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ادھورے خواب ٹہلتے ہیں گھر کے آنگن میں (ردیف .. ے)

معین افروز

ادھورے خواب ٹہلتے ہیں گھر کے آنگن میں

سرہانے نیند کا جھوکا کھڑا سا رہتا ہے

دکھوں کی جھیل میں یادوں کا تنہا چاند کوئی

اداس رات کو تکتا ہوا سا رہتا ہے

تمہاری آنکھ کا کاجل بھگو دیا کس نے

تمہاری رخ کا دیا کیوں بجھا سا رہتا ہے

تجھے یہ کیا ہوا افروزؔ خود کو بھول گیا

تو کس کی یاد میں الجھا ہوا سا رہتا ہے

معین افروز

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Adhure KHwab Tahalte Hain Ghar Ke Aangan Mein

Moin Afroz

adhure KHwab Tahalte hain ghar ke aangan mein
sirhane nind ka jhoka khaDa sa rahta hai

dukhon ki jhil mein yaadon ka tanha chand koi
udas raat ko takta hua sa rahta hai

tumhaari aankh ka kajal bhigo diya kis ne
tumhaari ruKH ka diya kyon bujha sa rahta hai

tujhe ye kya hua 'afroz' KHud ko bhul gaya
tu kis ki yaad mein uljha hua sa rahta hai

(816) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Adhure KHwab Tahalte Hain Ghar Ke Aangan Mein written by Moin Afroz at UrduPoint. Adhure KHwab Tahalte Hain Ghar Ke Aangan Mein is one of the masterpieces written by Moin Afroz. You can also find the complete poetry collection of Moin Afroz by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Moin Afroz' above.

Adhure KHwab Tahalte Hain Ghar Ke Aangan Mein is a widely read Urdu Ghazal. If you like Adhure KHwab Tahalte Hain Ghar Ke Aangan Mein, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.