Be-mausam Hi Aankhon Mein Bhar Jate Hain, Urdu Ghazal By Moin Shadab

Be-mausam Hi Aankhon Mein Bhar Jate Hain is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Moin Shadab. Be-mausam Hi Aankhon Mein Bhar Jate Hain comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Be-mausam Hi Aankhon Mein Bhar Jate Hain on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

بے موسم ہی آنکھوں میں بھر جاتے ہیں

معین شاداب

بے موسم ہی آنکھوں میں بھر جاتے ہیں

آنسو بھی تو چالاکی کر جاتے ہیں

دل کا سودا ان کے بس کی بات نہیں

اونے پونے دام لگا کر جاتے ہیں

ہر دن زندہ رہنے میں ہے خرچ بہت

آؤ چلو اک دو دن کو مر جاتے ہیں

قتل اجالے بھی کر دیتے ہیں لیکن

سب الزام اندھیروں کے سر جاتے ہیں

کیسے جی لیتے ہیں لوگ اندھیروں میں

ہم تو صرف تصور سے ڈر جاتے ہیں

ریزہ ریزہ ہونا ان کی قسمت ہے

سوئے فلک جو بے بال و پر جاتے ہیں

معین شاداب

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Be-mausam Hi Aankhon Mein Bhar Jate Hain

Moin Shadab

be-mausam hi aankhon mein bhar jate hain
aansu bhi to chaalaki kar jate hain

dil ka sauda un ke bas ki baat nahin
aune-paune dam laga kar jate hain

har din zinda rahne mein hai KHarch bahut
aao chalo ek do din ko mar jate hain

qatl ujale bhi kar dete hain lekin
sab ilzam andheron ke sar jate hain

kaise ji lete hain log andheron mein
hum to sirf tasawwur se Dar jate hain

reza reza hona un ki qismat hai
su-e-falak jo be-baal-o-par jate hain

(561) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Be-mausam Hi Aankhon Mein Bhar Jate Hain written by Moin Shadab at UrduPoint. Be-mausam Hi Aankhon Mein Bhar Jate Hain is one of the masterpieces written by Moin Shadab. You can also find the complete poetry collection of Moin Shadab by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Moin Shadab' above.

Be-mausam Hi Aankhon Mein Bhar Jate Hain is a widely read Urdu Ghazal. If you like Be-mausam Hi Aankhon Mein Bhar Jate Hain, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.