Nazm-e-gulshan Mein Ek Andaz Naya Rakhte Hain, Urdu Ghazal By Moinuddin Shamsi

Nazm-e-gulshan Mein Ek Andaz Naya Rakhte Hain is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Moinuddin Shamsi. Nazm-e-gulshan Mein Ek Andaz Naya Rakhte Hain comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Nazm-e-gulshan Mein Ek Andaz Naya Rakhte Hain on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

نظم گلشن میں اک انداز نیا رکھتے ہیں

معین الدین شمسی

نظم گلشن میں اک انداز نیا رکھتے ہیں

یعنی ہم پھولوں کو کانٹوں سے ملا رکھتے ہیں

آگ لگ جائے نہ شیشے کے محل میں یارو

ہم سر شام چراغوں کو بجھا رکھتے ہیں

کوئی تحفہ لئے احباب نہ گھر تک پہنچے

کیونکہ ہم کاندھے پہ غربت کی ردا رکھتے ہیں

فتح و نصرت انہیں لوگوں کے مقدر میں ہے

ساتھ جو مادر مشفق کی دعا رکھتے ہیں

روز بہتا ہے یہاں خون کا دریا شمسیؔ

ہم درندے تو نہیں خوف خدا رکھتے ہیں

معین الدین شمسی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Nazm-e-gulshan Mein Ek Andaz Naya Rakhte Hain

Moinuddin Shamsi

nazm-e-gulshan mein ek andaz naya rakhte hain
yani hum phulon ko kanTon se mila rakhte hain

aag lag jae na shishe ke mahal mein yaro
hum sar-e-sham charaghon ko bujha rakhte hain

koi tohfa liye ahbab na ghar tak pahunche
kyunki hum kandhe pe ghurbat ki rida rakhte hain

fath-o-nusrat unhin logon ke muqaddar mein hai
sath jo madar-e-mushfiq ki dua rakhte hain

roz bahta hai yahan KHun ka dariya 'shamsi'
hum darinde to nahin KHauf-e-KHuda rakhte hain

(487) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Nazm-e-gulshan Mein Ek Andaz Naya Rakhte Hain written by Moinuddin Shamsi at UrduPoint. Nazm-e-gulshan Mein Ek Andaz Naya Rakhte Hain is one of the masterpieces written by Moinuddin Shamsi. You can also find the complete poetry collection of Moinuddin Shamsi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Moinuddin Shamsi' above.

Nazm-e-gulshan Mein Ek Andaz Naya Rakhte Hain is a widely read Urdu Ghazal. If you like Nazm-e-gulshan Mein Ek Andaz Naya Rakhte Hain, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.