Wasf Rakkha Hai Wo Qalandar Ka, Urdu Ghazal By Moinuddin Shamsi

Wasf Rakkha Hai Wo Qalandar Ka is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Moinuddin Shamsi. Wasf Rakkha Hai Wo Qalandar Ka comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Wasf Rakkha Hai Wo Qalandar Ka on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

وصف رکھا ہے وہ قلندر کا

معین الدین شمسی

وصف رکھا ہے وہ قلندر کا

جو مٹا دے لکھا مقدر کا

سنگ دل کے جواب میں مجھ کو

دل بنانا پڑا ہے پتھر کا

عمر بھر تشنہ کام رہنا ہے

پانی کھارا ہے جب سمندر کا

ان سے مل کر یہ انکشاف ہوا

آنکھ کرتی ہے کام خنجر کا

شمسیؔ دنیا پہ حکمرانی کو

حوصلہ چاہئے سکندر کا

معین الدین شمسی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Wasf Rakkha Hai Wo Qalandar Ka

Moinuddin Shamsi

wasf rakkha hai wo qalandar ka
jo miTa de likha muqaddar ka

sang-dil ke jawab mein mujh ko
dil banana paDa hai patthar ka

umr bhar tishna-kaam rahna hai
pani khaara hai jab samundar ka

un se mil kar ye inkishaf hua
aankh karti hai kaam KHanjar ka

'shamsi' duniya pe hukmrani ko
hausla chahiye sikandar ka

(530) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Wasf Rakkha Hai Wo Qalandar Ka written by Moinuddin Shamsi at UrduPoint. Wasf Rakkha Hai Wo Qalandar Ka is one of the masterpieces written by Moinuddin Shamsi. You can also find the complete poetry collection of Moinuddin Shamsi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Moinuddin Shamsi' above.

Wasf Rakkha Hai Wo Qalandar Ka is a widely read Urdu Ghazal. If you like Wasf Rakkha Hai Wo Qalandar Ka, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.