Ye Dosti Ka Taqaza Hai Isko Dhyan Mein Rakh, Urdu Ghazal By Mubarak Ansari

Ye Dosti Ka Taqaza Hai Isko Dhyan Mein Rakh is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Mubarak Ansari. Ye Dosti Ka Taqaza Hai Isko Dhyan Mein Rakh comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Ye Dosti Ka Taqaza Hai Isko Dhyan Mein Rakh on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

یہ دوستی کا تقاضا ہے اس کو دھیان میں رکھ

مبارک انصاری

یہ دوستی کا تقاضا ہے اس کو دھیان میں رکھ

ہمیشہ فاصلہ تھوڑا سا درمیان میں رکھ

بدلنے والا ہے خورشید تاب کا موسم

تو کوئی دیر ابھی خود کو سائبان میں رکھ

سفینہ خود ہی ترا جا لگے گا ساحل سے

ہوا لپیٹ کے تھوڑی سی بادبان میں رکھ

ثبوت اپنی شجاعت کا تجھ کو دینا ہے

شکستہ تیر کڑکتی ہوئی کمان میں رکھ

ترے سخن کے سدا لوگ ہوں گے گرویدہ

مٹھاس اردو کی تھوڑی بہت زبان میں رکھ

مبارکؔ اور کہیں پر پناہ گاہ نہ ڈھونڈ

تو اپنے آپ کو اللہ کی امان میں رکھ

مبارک انصاری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ye Dosti Ka Taqaza Hai Isko Dhyan Mein Rakh

Mubarak Ansari

ye dosti ka taqaza hai is ko dhyan mein rakh
hamesha fasla thoDa sa darmiyan mein rakh

badalne wala hai KHurshid-tab ka mausam
to koi der abhi KHud ko saeban mein rakh

safina KHud hi tera ja lagega sahil se
hawa lapeT ke thoDi si baadban mein rakh

subut apni shujaat ka tujh ko dena hai
shikasta tir kaDakti hui kaman mein rakh

tere suKHan ke sada log honge girwida
miThas urdu ki thoDi bahut zaban mein rakh

'mubarak' aur kahin par panah-gah na DhunD
tu apne aap ko allah ki aman mein rakh

(1086) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Ye Dosti Ka Taqaza Hai Isko Dhyan Mein Rakh written by Mubarak Ansari at UrduPoint. Ye Dosti Ka Taqaza Hai Isko Dhyan Mein Rakh is one of the masterpieces written by Mubarak Ansari. You can also find the complete poetry collection of Mubarak Ansari by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Mubarak Ansari' above.

Ye Dosti Ka Taqaza Hai Isko Dhyan Mein Rakh is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ye Dosti Ka Taqaza Hai Isko Dhyan Mein Rakh, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.