Bad-zan Hain Ahl-e-kaba Mujh Dair-ashna Se, Urdu Ghazal By Mubarak Azimabadi

Bad-zan Hain Ahl-e-kaba Mujh Dair-ashna Se is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Mubarak Azimabadi. Bad-zan Hain Ahl-e-kaba Mujh Dair-ashna Se comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Bad-zan Hain Ahl-e-kaba Mujh Dair-ashna Se on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

بدظن ہیں اہل کعبہ مجھ دیر آشنا سے

مبارک عظیم آبادی

بدظن ہیں اہل کعبہ مجھ دیر آشنا سے

کہتے ہیں مجھ کو کافر فریاد ہے خدا سے

بیداد محتسب کی فریاد ہے خدا سے

برسے شراب گھر گھر مے خوار کی دعا سے

چتون بدل رہی ہے نام آ گیا وفا کا

تیور بگڑ رہے ہیں افسانۂ وفا سے

ہم کیوں تمہیں بتائیں ہم کیوں تمہیں جتائیں

روز جزا نہ جانے مانگیں گے کیا خدا سے

وہ پوچھتے ہیں مجھ سے کیسے ہو تم مبارکؔ

میں کہہ رہا ہوں اچھا سرکار کی دعا سے

مبارک عظیم آبادی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Bad-zan Hain Ahl-e-kaba Mujh Dair-ashna Se

Mubarak Azimabadi

bad-zan hain ahl-e-kaba mujh dair-ashna se
kahte hain mujh ko kafir fariyaad hai KHuda se

bedad mohtasib ki fariyaad hai KHuda se
barse sharab ghar ghar mai-KHwar ki dua se

chitwan badal rahi hai nam aa gaya wafa ka
tewar bigaD rahe hain afsana-e-wafa se

hum kyun tumhein bataen hum kyun tumhein jataen
roz-e-jaza na jaane mangenge kya KHuda se

wo puchhte hain mujh se kaise ho tum 'mubarak'
main kah raha hun achchha sarkar ki dua se

(444) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Bad-zan Hain Ahl-e-kaba Mujh Dair-ashna Se written by Mubarak Azimabadi at UrduPoint. Bad-zan Hain Ahl-e-kaba Mujh Dair-ashna Se is one of the masterpieces written by Mubarak Azimabadi. You can also find the complete poetry collection of Mubarak Azimabadi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Mubarak Azimabadi' above.

Bad-zan Hain Ahl-e-kaba Mujh Dair-ashna Se is a widely read Urdu Ghazal. If you like Bad-zan Hain Ahl-e-kaba Mujh Dair-ashna Se, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.