Chitwan Jo Qahr Ki Hai To Tewar Jalal Ke, Urdu Ghazal By Mubarak Azimabadi

Chitwan Jo Qahr Ki Hai To Tewar Jalal Ke is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Mubarak Azimabadi. Chitwan Jo Qahr Ki Hai To Tewar Jalal Ke comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Chitwan Jo Qahr Ki Hai To Tewar Jalal Ke on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

چتون جو قہر کی ہے تو تیور جلال کے

مبارک عظیم آبادی

چتون جو قہر کی ہے تو تیور جلال کے

مطلب یہ ہے کہ رکھ دے کلیجہ نکال کے

واعظ سے بحث بادہ و پیمانہ کیا کروں

کچھ لوگ رہ گئے ہیں پرانے خیال کے

سو داغ جن کے لائے ہیں زیر مزار ہم

احساں جتا رہے ہیں وہ دو پھول ڈال کے

پھر ڈھونڈھتا ہے دل خلش خار آرزو

پچھتا رہا ہوں دل سے یہ کانٹا نکال کے

یہ غم کدہ ہے اس میں مبارکؔ خوشی کہاں

غم کو خوشی بنا کوئی پہلو نکال کے

مبارک عظیم آبادی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Chitwan Jo Qahr Ki Hai To Tewar Jalal Ke

Mubarak Azimabadi

chitwan jo qahr ki hai to tewar jalal ke
matlab ye hai ki rakh de kaleja nikal ke

waiz se bahs-e-baada-o-paimana kya karun
kuchh log rah gae hain purane KHayal ke

sau dagh jin ke lae hain zer-e-mazar hum
ehsan jata rahe hain wo do phul Dal ke

phir DhunDhta hai dil KHalish-e-KHar-e-arzu
pachhta raha hun dil se ye kanTa nikal ke

ye gham-kada hai is mein 'mubarak' KHushi kahan
gham ko KHushi bana koi pahlu nikal ke

(446) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Chitwan Jo Qahr Ki Hai To Tewar Jalal Ke written by Mubarak Azimabadi at UrduPoint. Chitwan Jo Qahr Ki Hai To Tewar Jalal Ke is one of the masterpieces written by Mubarak Azimabadi. You can also find the complete poetry collection of Mubarak Azimabadi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Mubarak Azimabadi' above.

Chitwan Jo Qahr Ki Hai To Tewar Jalal Ke is a widely read Urdu Ghazal. If you like Chitwan Jo Qahr Ki Hai To Tewar Jalal Ke, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.