Dekhe Use Har Aankh Ka Ye Kaam Nahin Hai, Urdu Ghazal By Mubarak Azimabadi

Dekhe Use Har Aankh Ka Ye Kaam Nahin Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Mubarak Azimabadi. Dekhe Use Har Aankh Ka Ye Kaam Nahin Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Dekhe Use Har Aankh Ka Ye Kaam Nahin Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

دیکھے اسے ہر آنکھ کا یہ کام نہیں ہے

مبارک عظیم آبادی

دیکھے اسے ہر آنکھ کا یہ کام نہیں ہے

کچھ کھیل تماشائے لب بام نہیں ہے

میں معترف جرم ہوں جو چاہو سزا دو

الزام تمنا کوئی الزام نہیں ہے

وہ صبح بھی ہوتی ہے شب تار سے پیدا

جس کو خطر تیرگئ شام نہیں ہے

جو دل ہے وہ لبریز تمنا ہے مبارکؔ

اس جام سے اچھا تو کوئی جام نہیں ہے

مبارک عظیم آبادی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Dekhe Use Har Aankh Ka Ye Kaam Nahin Hai

Mubarak Azimabadi

dekhe use har aankh ka ye kaam nahin hai
kuchh khel tamasha-e-lab-e-baam nahin hai

main mo'tarif-e-jurm hun jo chaho saza do
ilzam-e-tamanna koi ilzam nahin hai

wo subh bhi hoti hai shab-e-tar se paida
jis ko KHatar-e-tirgi-e-sham nahin hai

jo dil hai wo labrez-e-tamanna hai 'mubarak'
is jam se achchha to koi jam nahin hai

(352) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Dekhe Use Har Aankh Ka Ye Kaam Nahin Hai written by Mubarak Azimabadi at UrduPoint. Dekhe Use Har Aankh Ka Ye Kaam Nahin Hai is one of the masterpieces written by Mubarak Azimabadi. You can also find the complete poetry collection of Mubarak Azimabadi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Mubarak Azimabadi' above.

Dekhe Use Har Aankh Ka Ye Kaam Nahin Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Dekhe Use Har Aankh Ka Ye Kaam Nahin Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.