Alam Ki Dhup Mein Ahbab Kaam Aaya Nahin Karte, Urdu Ghazal By Mubarak Mungeri

Alam Ki Dhup Mein Ahbab Kaam Aaya Nahin Karte is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Mubarak Mungeri. Alam Ki Dhup Mein Ahbab Kaam Aaya Nahin Karte comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Alam Ki Dhup Mein Ahbab Kaam Aaya Nahin Karte on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

الم کی دھوپ میں احباب کام آیا نہیں کرتے

مبارک مونگیری

الم کی دھوپ میں احباب کام آیا نہیں کرتے

یہ وہ اڑتے ہوئے بادل ہیں جو سایا نہیں کرتے

جگر شق ہو مگر لب پر فغاں لایا نہیں کرتے

شراب غم جو پیتے ہیں وہ لہرایا نہیں کرتے

سہے گا کون پھولوں کے سوا جور خزاں آخر

بہار حسن پر کانٹے تو اترایا نہیں کرتے

نہیں مانوس لب جن سے کچھ ایسی بھی ہیں فریادیں

کچھ آنسو ہیں جو پلکوں پر نظر آیا نہیں کرتے

مبارک مونگیری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Alam Ki Dhup Mein Ahbab Kaam Aaya Nahin Karte

Mubarak Mungeri

alam ki dhup mein ahbab kaam aaya nahin karte
ye wo uDte hue baadal hain jo saya nahin karte

jigar shaq ho magar lab par fughan laya nahin karte
sharab-e-gham jo pite hain wo lahraya nahin karte

sahega kaun phulon ke siwa jaur-e-KHizan aaKHir
bahaar-e-husn par kanTe to itraya nahin karte

nahin manus lab jin se kuchh aisi bhi hain fariyaaden
kuchh aansu hain jo palkon par nazar aaya nahin karte

(568) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Alam Ki Dhup Mein Ahbab Kaam Aaya Nahin Karte written by Mubarak Mungeri at UrduPoint. Alam Ki Dhup Mein Ahbab Kaam Aaya Nahin Karte is one of the masterpieces written by Mubarak Mungeri. You can also find the complete poetry collection of Mubarak Mungeri by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Mubarak Mungeri' above.

Alam Ki Dhup Mein Ahbab Kaam Aaya Nahin Karte is a widely read Urdu Ghazal. If you like Alam Ki Dhup Mein Ahbab Kaam Aaya Nahin Karte, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.