Lafzon Ki Dukan Mein, Urdu Nazam By Mughni Tabassum

Lafzon Ki Dukan Mein is a famous Urdu Nazam written by a famous poet, Mughni Tabassum. Lafzon Ki Dukan Mein comes under the Love, Sad category of Urdu Nazam. You can read Lafzon Ki Dukan Mein on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

لفظوں کی دوکان میں

مغنی تبسم

کالی بلی نے یہ بھی نہیں سوچا کہ میں کسی نیند میں خلل ہو رہی ہوں

اس کو تو چوہوں سے مطلب ہے

اور یہ کم بخت اپنی بلوں میں چھپے کیوں نہیں رہتے

ازل سے یہی ہو رہا ہے

گھڑی نے شاید بارہ بجا دیے ہیں

یہ خدا کے آرام کا وقت ہے

اور وہ شب بے دار اسے سونے نہیں دیتے

اپنے برتے پر گناہ کرتے تو دعاؤں کی نوبت ہی کیوں آتی

لیکن یہ بات ان کی سمجھ میں نہیں آئے گی

باتوں کے پھیر نے ہی ہم کو جنم دیا ہے

ورنہ زمیں کے کوکھ کہاں تھی

پھر ہم نے جنت بنائی اور اسے جہنم میں جھونک دیا

اب یہ پہچاننا بڑا مشکل ہے کہ کون کہاں سے شروع ہوتا ہے اور کون کہاں ختم ہوتی ہے

پہلے دائروں سے زاویے نکلتے تھے

اب زاویے دائرے بناتے ہیں

مختصر یہ کہ دلیلوں نے اپنا کام چھوڑ دیا ہے

مغنی تبسم

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Lafzon Ki Dukan Mein

Mughni Tabassum

kali billi ne ye bhi nahin socha ki main kisi nind mein KHalal ho rahi hun
us ko to chuhon se matlab hai
aur ye kam-baKHt apni bilon mein chhupe kyun nahin rahte
azal se yahi ho raha hai
ghaDi ne shayad bara baja diye hain
ye KHuda ke aaram ka waqt hai
aur wo shab bedar use sone nahin dete
apne burte par gunah karte to duaon ki naubat hi kyun aati
lekin ye baat un ki samajh mein nahin aaegi
baaton ke pher ne hi hum ko janam diya hai
warna zamin ke kokh kahan thi
phir hum ne jannat banai aur use jahannam mein jhonk diya
ab ye pahchanna baDa mushkil hai ki kaun kahan se shurua hota hai aur kaun kahan KHatm hoti hai
pahle daeron se zawiye nikalte the
ab zawiye daere banate hain
muKHtasar ye ki dalilon ne apna kaam chhoD diya hai

(724) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Lafzon Ki Dukan Mein written by Mughni Tabassum at UrduPoint. Lafzon Ki Dukan Mein is one of the masterpieces written by Mughni Tabassum. You can also find the complete poetry collection of Mughni Tabassum by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Mughni Tabassum' above.

Lafzon Ki Dukan Mein is a widely read Urdu Nazam. If you like Lafzon Ki Dukan Mein, you will also like to read other famous Urdu Nazam.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.