Tamanna Thi So Marqad Par Gaya Tha, Urdu Ghazal By Muhammad Fiaz Hasrat

Tamanna Thi So Marqad Par Gaya Tha is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Muhammad Fiaz Hasrat. Tamanna Thi So Marqad Par Gaya Tha comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Tamanna Thi So Marqad Par Gaya Tha on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

تمنا تھی سو مرقد پر گیا تھا

محمد فیاض حسرت

تمنا تھی سو مرقد پر گیا تھا

نہ سمجھو یہ کہ میں بھی مر گیا تھا

خدا سے کیا گلہ سچ تو یہی ہے

میں اپنی حسرتوں سے ڈر گیا تھا

نگاہیں منتظر تھے ہاتھ خالی

پھر اک مزدور کیسے گھر گیا تھا

جو مشکل آ پڑی تو وہ نہ آئے

مگر خوش ہوں کہ میں اکثر گیا تھا

زمین و آسماں شاہد ہیں اس کے

کہ پھیلا چار سو وہ شر گیا تھا

تھی مسجد دعوت مسلک تبھی میں

خدا کو ڈھونڈنے مندر گیا تھا

بنا کافر مسلماں اب ہے حسرت

میں کافر کو مسلماں کر گیا تھا

محمد فیاض حسرت

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Tamanna Thi So Marqad Par Gaya Tha

Muhammad Fiaz Hasrat

tamanna thi so marqad par gaya tha
na samjho ye ki main bhi mar gaya tha

KHuda se kya gila sach to yahi hai
main apni hasraton se Dar gaya tha

nigahen muntazir the hath KHali
phir ek mazdur kaise ghar gaya tha

jo mushkil aa paDi to wo na aae
magar KHush hun ki main aksar gaya tha

zamin-o-asman shahid hain us ke
ki phaila chaar-su wo shar gaya tha

thi masjid dawat-e-maslak tabhi main
KHuda ko DhunDne mandar gaya tha

bana kafir musalman ab hai hasrat
main kafir ko musalman kar gaya tha

(562) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Tamanna Thi So Marqad Par Gaya Tha written by Muhammad Fiaz Hasrat at UrduPoint. Tamanna Thi So Marqad Par Gaya Tha is one of the masterpieces written by Muhammad Fiaz Hasrat. You can also find the complete poetry collection of Muhammad Fiaz Hasrat by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Muhammad Fiaz Hasrat' above.

Tamanna Thi So Marqad Par Gaya Tha is a widely read Urdu Ghazal. If you like Tamanna Thi So Marqad Par Gaya Tha, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.