Be-KHabar Hone Se Pahle Ki KHabar To Dekhte, Urdu Ghazal By Muhammad Naeem Javed Naeem

Be-KHabar Hone Se Pahle Ki KHabar To Dekhte is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Muhammad Naeem Javed Naeem. Be-KHabar Hone Se Pahle Ki KHabar To Dekhte comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Be-KHabar Hone Se Pahle Ki KHabar To Dekhte on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

بے خبر ہونے سے پہلے کی خبر تو دیکھتے

محمد نعیم جاوید نعیم

بے خبر ہونے سے پہلے کی خبر تو دیکھتے

ڈوبتے سورج کی جانب اک نظر تو دیکھتے

چھیڑ کر ذکر جدائی سامنے اس کے کبھی

اس کے چہرے سے ہویدا اس کا ڈر تو دیکھتے

دیکھنے اس کو گلی کی سمت گر جانے کو تھے

اوج پر بیتابیٔ دیوار و در تو دیکھتے

جس نے ملنا ہی نہیں ہے اس کو پانے کی تلاش

بے وجہ کر کے کبھی کوئی سفر تو دیکھتے

ہاتھ سے چھو کر نہیں تو پاس ہی جا کر اسے

شہر میں اترا ہے اک رشک قمر تو دیکھتے

گرمیوں میں دشت ہجراں کا سفر رکھنا کبھی

دھوپ میں جل کر ثمر دیتے شجر تو دیکھتے

رات کی تاریکیوں میں گھر سے نکلو تو نعیمؔ

دیکھتے ہیں کس طرح سے بے بصر تو دیکھتے

محمد نعیم جاوید نعیم

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Be-KHabar Hone Se Pahle Ki KHabar To Dekhte

Muhammad Naeem Javed Naeem

be-KHabar hone se pahle ki KHabar to dekhte
Dubte suraj ki jaanib ek nazar to dekhte

chheD kar zikr-e-judai samne us ke kabhi
us ke chehre se huwaida us ka Dar to dekhte

dekhne us ko gali ki samt gar jaane ko the
auj par betabi-e-diwar-o-dar to dekhte

jis ne milna hi nahin hai us ko pane ki talash
be-wajah kar ke kabhi koi safar to dekhte

hath se chhu kar nahin to pas hi ja kar use
shahar mein utra hai ek rashk-e-qamar to dekhte

garmiyon mein dasht-e-hijran ka safar rakhna kabhi
dhup mein jal kar samar dete shajar to dekhte

raat ki tarikiyon mein ghar se niklo to 'naim'
dekhte hain kis tarah se be-basar to dekhte

(685) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Be-KHabar Hone Se Pahle Ki KHabar To Dekhte written by Muhammad Naeem Javed Naeem at UrduPoint. Be-KHabar Hone Se Pahle Ki KHabar To Dekhte is one of the masterpieces written by Muhammad Naeem Javed Naeem. You can also find the complete poetry collection of Muhammad Naeem Javed Naeem by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Muhammad Naeem Javed Naeem' above.

Be-KHabar Hone Se Pahle Ki KHabar To Dekhte is a widely read Urdu Ghazal. If you like Be-KHabar Hone Se Pahle Ki KHabar To Dekhte, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.