Teri Yaadon Ka Mahshar Khinchte Hain, Urdu Ghazal By Muhammad Rashid Athar

Teri Yaadon Ka Mahshar Khinchte Hain is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Muhammad Rashid Athar. Teri Yaadon Ka Mahshar Khinchte Hain comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Teri Yaadon Ka Mahshar Khinchte Hain on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

تری یادوں کا محشر کھینچتے ہیں

محمّد راشد اطہر

تری یادوں کا محشر کھینچتے ہیں

چلو پھر دن کا چکر کھینچتے ہیں

سویرا آن بیٹھا ہے سروں پر

اٹھو پھر شب کی چادر کھینچتے ہیں

ہماری پیاس مثل دشت و صحرا

ہم آنکھوں سے سمندر کھینچتے ہیں

یہاں ہر سو سماں ہے جشن کا سا

مگر ہم غم برابر کھینچتے ہیں

تری مے کی نہیں یہ بات ساقی

ہمیں اپنے ہی تیور کھینچتے ہیں

ہمیں کب راس خشکی کے جزیرے

چل اٹھ جا دوست لنگر کھینچتے ہیں

محمّد راشد اطہر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Teri Yaadon Ka Mahshar Khinchte Hain

Muhammad Rashid Athar

teri yaadon ka mahshar khinchte hain
chalo phir din ka chakkar khinchte hain

sawera aan baiTha hai saron par
uTho phir shab ki chadar khinchte hain

hamari pyas misl-e-dasht-o-sahra
hum aankhon se samundar khinchte hain

yahan har su saman hai jashn ka sa
magar hum gham barabar khinchte hain

teri mai ki nahin ye baat saqi
hamein apne hi tewar khinchte hain

hamein kab ras KHushki ke jazire
chal uTh ja dost langar khinchte hain

(486) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Teri Yaadon Ka Mahshar Khinchte Hain written by Muhammad Rashid Athar at UrduPoint. Teri Yaadon Ka Mahshar Khinchte Hain is one of the masterpieces written by Muhammad Rashid Athar. You can also find the complete poetry collection of Muhammad Rashid Athar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Muhammad Rashid Athar' above.

Teri Yaadon Ka Mahshar Khinchte Hain is a widely read Urdu Ghazal. If you like Teri Yaadon Ka Mahshar Khinchte Hain, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.