Nur Nagar Mein Jab Duniya Kho Jati Hai, Urdu Ghazal By Mujeeb Shehzar

Nur Nagar Mein Jab Duniya Kho Jati Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Mujeeb Shehzar. Nur Nagar Mein Jab Duniya Kho Jati Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Nur Nagar Mein Jab Duniya Kho Jati Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

نور نگر میں جب دنیا کھو جاتی ہے

مجیب شہزر

نور نگر میں جب دنیا کھو جاتی ہے

دھندلی دھندلی بینائی ہو جاتی ہے

نکلے گی کچھ بات یقیناً نکلے گی

سوچو شبنم گل پر کیوں رو جاتی ہے

ہونے والا برسوں کام نہیں ہوتا

پل دو پل میں انہونی ہو جاتی ہے

بے بس آنکھیں راتوں جاگا کرتی ہیں

جانے میری نیند کہاں سو جاتی ہے

مجیب شہزر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Nur Nagar Mein Jab Duniya Kho Jati Hai

Mujeeb Shehzar

nur nagar mein jab duniya kho jati hai
dhundli dhundli binai ho jati hai

niklegi kuchh baat yaqinan niklegi
socho shabnam gul par kyon ro jati hai

hone wala barson kaam nahin hota
pal do pal mein anhoni ho jati hai

bebas aankhen raaton jaga karti hain
jaane meri nind kahan so jati hai

(546) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Nur Nagar Mein Jab Duniya Kho Jati Hai written by Mujeeb Shehzar at UrduPoint. Nur Nagar Mein Jab Duniya Kho Jati Hai is one of the masterpieces written by Mujeeb Shehzar. You can also find the complete poetry collection of Mujeeb Shehzar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Mujeeb Shehzar' above.

Nur Nagar Mein Jab Duniya Kho Jati Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Nur Nagar Mein Jab Duniya Kho Jati Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.